Lyrics
Shabe Firaq Hai Lyrics
Shabe firaq hai
Teri yaad saath hai
Iss dil mein jaan
Mein basi tu hai
Aa re aa re aa re aa re
Aa re aa re aa
Aa re aa re aa re aa re
Aa re aa re aa
Shabe firaq hai
Teri yaad saath hai
Iss dil mein jaan
Mein basa tu hai
Aa re aa re aa re
Aa re aa re aa re aa
Aa re aa re aa re
Aa re aa re aa re aa
Bin tere suni hai
Meri zindagi
Tujhse hi mukammal
Meri aashiqui
Tu meri aasmaan
Tu mera hai jahaan
Iss dil mein jaan
Mein basi tu hai
Aa re aa re aa re
Aa re aa re aa re aa
Aa re aa re aa re
Aa re aa re aa re aa
Meri khwaahishon
Ki manzil sirf tu
Meri maikashi hai
Teri aarzoo
Tu mera hai sukoon
Tu mera hai junoon
Iss dil mein jaan
Mein basi tu hai
Aa re aa re aa re
Aa re aa re aa re aa
Aa re aa re aa re
Aa re aa re aa re aa
Shabe firaq hai
Teri yaad saath hai
Iss dil mein jaan
Mein basi tu hai
Aa re aa re aa re
Aa re aa re aa re aa
Aa re aa re aa re
Aa re aa re aa re aa.
Mausam Hai Bada Qaatil Lyrics
Mausam hai bada qaatil
Kho jaaye na kahi aawara dil
Mushkil hai badi mushkil
Kho jaaye na kahi aawara dil
Naa kahi sukoon hai na kahi qaraar
Kiska mujhko intezaar hain
Mausam hai bada qaatil
Kho jaaye na kahi aawara dil
Chaand ki haseen chandani
Mein jhoom loon
Madbhari khili roshani
Mein jhoom loon
Chaand ki haseen chandani
Mein jhoom loon
Madbhari khili roshani
Mein jhoom loon
Ishq na sahi aashiqui
Mein jhoom loon
Bekhudi kahe bekhudhi
Mein jhoom loon
Chahat ki sahi mehfil kho
Jaaye na kahi aawara dil
Mausam hai bada qaatil kho
Jaaye na kahi aawara dil
Har taraf yahaan
Bahaar ka sama
Dhadkanon pe hai
Khumaar ka samaa
Hai zara zara
Qaraar ka sama
Aayega nahi phir
Yeh pyar ka sama
Lamhon ki jawaan manzil
Kho jaaye na kahi aawara dil
Naa kahi sukoon
Hai na kahi qaraar
Kiska mujhko intezaar hain
Kiska mujhko intezaar hain
Mausam hai bada qaatil
Kho jaaye na kahi aawara dil.
Comments
Post a Comment