Khoya Khoya Chand 2007 Hindi Song Lyrics

Lyrics - Khoya Khoya Chand (2007) Hindi Movie Songs. Sudhir Mishra directed this feature film has Shiney Ahuja, Soha Ali Khan, Rajat Kapoor, Sushmita Mukherjee played the lead characters.

Lyrics

Khushboo Sa Woh Meri Lyrics

Khushboo sa woh meri
Saason mein bas jaayega
Ek nasha sa banke meri
Zindagi pe chha jaayega
Karun intzaar mera
Yaar kab aayega
Yaadon mein woh rootha tha
Khwaabon mein maan jaayega
Bujh gayi hai shama
Aake phir jalaayega
Kab talak mere bin
Kaho use raha jaayega
Ha ha husn pe ho yakin
Toh ishq dagmagaayega
Karun intzaar mera
Yaar kab aayega
Woh julmi sitamgar
Kab pachhtaayega
Yaadon mein woh rootha tha
Khwaabon mein maan jaayega

Aaja aaja woh deewaane aaja
Ek duje mein kho jaaye hum
Duniya mein jitne ghum hai pyaare
Hai sabse pyaara muhabbat ka ghum
Zindagi bewafa aaj hai kal nahi
Raat jo dhal gayi tum
Nahi aur hum bhi nahi
Ha ha husn pe ho yakin
Toh ishq dagmagaayega
Karun intzaar mera
Yaar kab aayega
Woh julmi sitamgar
Kab pachhtaayega
Yaadon mein woh rootha tha
Khwaabon mein maan jaayega.

Singer:Hamsika Iyer
Music:Shantanu Moitra

Yeh Nigaahein Nigaahein Lyrics

Yeh nigaahein nigaahein
Nigaahein jhuki jhuki
Apani aahein labon ki
Hadon par ruki ruki
Yeh nigaahein nigaahein
Nigaahein jhuki jhuki
Apani aahein labon ki
Hadon par ruki ruki
Haay mehfil mehfil kyun deewana
Yeh parwana ghumata hai
Jal jaayega jaanata hai
Toh kyun shama ko chumata hai

Yeh nigaahein nigaahein
Nigaahein jhuki jhuki
Khubsurat si surat hai
In mein basi basi

Ki sharabati in aankhon
Basa hai kaun bolo
Ke bolo na palak utha
Ke raaj e dil toh kholo
Jo tum nahi toh ghum nahi
Shamaaye bhi toh kam nahi
Kal honge hum nahi
Yeh nigaahein nigaahein
Nigaahein jhuki jhuki
Apani aahein labon ki
Hadon par ruki ruki
Mehfil mehfil yeh deewana
Parwana ghumata hai
Jal jaayega jaanata hai
Par shama ko chumata hai

Nazar mili toh ek keher
Sa banke toot legi
Yeh khwaahishein hai
Aake sarhadon ko tod dengi
Nazar mili toh ek keher
Sa banke toot legi
Yeh khwaahishein hai
Aake sarhadon ko tod dengi
Jaaona aji jaao bhi ja
Ja jaaona aji jaao bhi
Jindagi mein waise bhi
Ghum koi kam nahi
Yeh nigaahein nigaahein
Nigaahein jhuki jhuki
Khubsurat si surat
Hai in mein basi basi
Mehfil mehfil yeh deewana
Parwana ghumata hai
Jal jaayega jaanata hai
Par shama ko chumata hai
Yeh nigaahein nigaahein
Nigaahein jhuki jhuki
Apani aahein labon
Ki hadon par ruki ruki
Mehfil mehfil yeh deewana
Parwana ghumata hai
Jal jaayega jaanata hai
Par shama ko chumata hai.

Singer:Antara Chowdhury , Sonu Nigam
Music:Shantanu Moitra

O Re Paakhi O Re Paakhi Lyrics

O re paakhi o re paakhi
Kaisa yeh tera fasaana
Dhundein hai kyun daari
Daari har pal ik naya thikaana
O re paakhi o re paakhi
Kis des tujhe hai jaana
O re paakhi achcha nahi
Yun dard ko aajmaana
O re paakhi o re paakhi
Kaisa yeh tera fasaana
Dhundein hai kyun daari
Daari har pal ik naya thikaana
Iss deewaane dil ne bhi
Julm yeh kya gajab kiya
Beintaha tha jinse pyaar
Beintaha unhe ghum diya
Kaisa tha dil ka nazraana
O re paakhi o re paakhi
O re paakhi o re paakhi

Kaisa yeh tera fasaana
Dhundein hai kyun daari
Daari har pal ik naya thikaana
O re paakhi o re paakhi
Kis des tujhe hai jaana
O re paakhi achcha nahi
Yun dard ko aajmaana
Aankhon ne phir ishaaron se
Bheja hai ik paigaam sun
Kap kapaate honthon ne
Gaayi hai ik nayi si dhun
Tufaan mein julfon ka aashiyan
O re paakhi o re paakhi.

Singer:Sonu Nigam
Music:Shantanu Moitra

Thirak Thirak Thirak Thirak Lyrics

Thirak thirak thirak thirak
Thirak jaane de kadam
Ho behak behak behak
Behak behak jaane de kadam
Chal na aaj had se gujar jaye hum
Thirakte behkate nikal jaye dum
Thirakte behkate nikal jaye dum
Mar jaaye marke bhi ji jaaye hum
Thirak thirak thirak thirak
Thirak jaane de kadam
Ho behak behak behak behak
Behak jaane de kadam
Chal na aaj had se gujar jaye hum
Thirakte behkate nikal jaye dum
Thirakte behkate nikal jaye dum
Mar jaaye marke bhi ji jaaye hum
Thirak thirak thirak thirak
Thirak jaane de kadam
Thirak jaane de kadam
Thirak jaane de kadam
Behak behak behak
Behak behak jaane de kadam
Behak jaane de kadam
Behak jaane de kadam

Yeh ishq ke andhere
Humein raas aaye the
Andheron mein hi
Hum tum paas aaye the
Wafa ke jafa ke geet gaaye the
Kiye the karan kuchh
Sitam bhi dhaaye the
Kaise bhulaaye sitam o karam
Kaise bhulaaye woh
Khushiya woh ghum
Kaise bhulaaye sitam o karam
Kaise bhulaaye woh
Khushiya woh ghum
Thirak thirak thirak thirak
Thirak jaane de kadam
Thirak jaane de kadam
Thirak jaane de kadam
Behak behak behak behak
Behak jaane de kadam
Behak jaane de kadam
Behak jaane de kadam

Kabhi the sahi hum
Kabhi the galat
Thi manjil wahi raastein alag
Ikraar ka ik lamha mila
Use lamha rootha woh jaalim wakht
Kaise bhulaaye sitam o karam
Kaise bhulaaye woh
Khushiya woh ghum
Kaise bhulaaye sitam o karam
Kaise bhulaaye woh
Khushiya woh ghum
Kaise bhulaaye sitam o karam
Kaise bhulaaye woh
Khushiya woh ghum
Kaise bhulaaye sitam o karam
Kaise bhulaaye woh
Khushiya woh ghum
Thirak thirak thirak thirak
Thirak jaane de kadam
Behak behak behak behak
Behak jaane de kadam
Chal na aaj had se gujar jaye hum
Thirakte behkate nikal jaye dum
Thirakte behkate nikal jaye dum
Mar jaaye marke bhi ji jaaye hum
Mar jaaye marke bhi ji jaaye hum

Kyun khoye khoye
Chaand ki firaaq mein
Talaash mein udaas hai dil
Kyun apane aap se khafa khafa
Jara jaraasa naaraaj hai dil
Yeh manjilein bhi khudahi tay kare
Yeh faasalein bhi khudhi tay kare
Kyu toh rasto pe phir seham seham
Sanbhal sanbhal ke chalta hai ye dil
Thirak thirak thirak thirak
Thirak jaane de kadam
Thirak jaane de kadam
Thirak jaane de kadam
Behak behak behak behak
Behak jaane de kadam
Behak jaane de kadam
Behak jaane de kadam.

Singer:Shreya Ghoshal , Sonu Nigam
Music:Shantanu Moitra

Sakhi Piya Ko Jo Main Na Dekhun Lyrics

Sakhi piya ko jo main na dekhun
Toh kaise kaate andheri
Ratiya sakhi piya ko
Jo main na dekhun toh
Kaise kaate andheri ratiya

Khoyi main khoyi main jaagi
Na soyi main baawari
Saanware raina sataaye re
Chaina na bhaaye tu aa re
Aa jaa re piya haari main haari
Apane jiya se karun
Batiyaan batiyaan
Aaja re piya aasuwan kaajal se
Likhein pattiyaan pattiyaan
Sakhi piya ko jo main na
Dekhun jo na main dekhun
Toh kaise toh kaise katein.

Singer:Pranab Biswas , Shreya Ghoshal
Music:Shantanu Moitra

Aaj Shab Jo Chaand Ne Lyrics

Aaj shab jo chaand ne
Hai roothane ki thaan li
Gardishon mein hai sitaare
Baat hamane maan li
Andheri syaah jindagi
Ko sujhati nahi gali
Ke aaj haath thaamlo
Ik haath ki kami kali
Kyun khoye khoye chaand ki firaaq
Mein talaash mein udaas hai dil
Kyun apane aap se khafa khafa
Zara zara sa naaraaj hai dil
Yeh manjilein bhi khudahi tay kare
Yeh faasalein bhi khudhi tay kare
Kyu toh rasto pe phir seham seham
Sanbhal sanbhal ke chalta hai ye dil
Kyun khoye khoye chaand ki
Firaaq mein talaash mein udaas hai dil

Jindagi sawaalon ke jawaab dhudnein chali
Jawaab mein sawaalon ki ik lambi si ladi mili
Sawaal hi sawaal hain sujhti nahi gali
Ke aaj haath thaamlo ik haath ki kami kali
Ji mein aata hai murda sitaare noch loon
Idhar bhi noch loon udhar bhi noch loon
Ek dhoka jikr kya main saare noch loon
Main saare noch loon
Idhar bhi noch loon udhar bhi noch loon
Sitaare noch loon main saare noch loon
Idhar bhi noch loon udhar bhi noch loon
Sitaare noch loon main saare noch loon
Kyun tu aaj itna vaishi hai mijaaj
Mein majaaj hai ai gam e dil
Kyun apane aap se khafa khafa
Zara zara sa naaraaj hai dil

Yeh manjilein bhi khudahi tay kare
Yeh faasalein bhi khudhi tay kare
Kyu toh rasto pe phir seham seham
Sanbhal sanbhal ke chalta hai ye dil
Kyun khoye khoye chaand ki firaaq
Mein talaash mein udaas hai dil
Dil ko samajhaana
Keh do kya aasaan hai
Dil ko fitrat se sunlo
Na beimaan hai
Yeh khush nahi jo mila
Bas maangata hi hai chala
Jaanata hai har lagi ka
Dard hi hai bas ik sila
Jab kabhi yeh dil laga
Dard hi hamein mila
Dil ki har lagi ka sunlo
Dard hi hai ik sila
Jab kabhi yeh dil laga
Dard hi hamein mila
Dil ki har lagi ka
Sunlo dard hi hai ik sila
Kyun naye naye se dard ki firaaq
Mein talaash mein udaas hai dil
Kyun apane aap se khafa khafa
Zara zara sa naaraaj hai dil
Yeh manjilein bhi khudahi tay kare
Yeh faasalein bhi khudhi tay kare

Kyu toh rasto pe phir seham seham
Sanbhal sanbhal ke chalta hai ye dil
Kyun khoye khoye chaand ki firaaq
Mein talaash mein udaas hai dil
Kyun apane aap se khafa khafa
Zara zara sa naaraaj hai dil
Yeh manjilein bhi khudahi tay kare
Yeh faasalein bhi khudhi tay kare
Kyu toh rasto pe phir seham seham
Sanbhal sanbhal ke chalta hai ye dil
Kyun khoye khoye chaand ki firaaq
Mein talaash mein udaas hai dil.

Singer:Ajay Jhingran , Swanand Kirkire
Music:Shantanu Moitra

Chale Aao Saiya Rangile Main Wari Re Lyrics

Chale aao saiya rangile main wari re
Chale aao saiya rangile main wari re
Chale aao saiya rangile main wari re
Chale aao saiya rangile main wari re

Sajan mohe tum bin bhaye na gajra
Sajan mohe tum bin bhaye na gajar
Ji bhaye na gajra ho bhaye na gajra
Na motiya chameli na juhi na mogara
Na motiya chameli na juhi na mogara
Chale aao saiya rangile main wari re

Sajan mohe tum bin bhaye na jewar
Sajan mohe tum bin bhaye na jewar
Ho bhaye na jewar ji bhaye na jewar
Na jhumke na kangan na khumar na jhanjhar
Na jhumke na kangan na khumar na jhanjhar
Chale aao saiya rangile main wari re

Sajna mohe tum bin bhaye na singar
Sajna mohe tum bin bhaye na singar
Ji bhaye na singar ho bhaye na singar
Na kajal na surkhi na misti na mehandi
Na kajal na surkhi na misti na mehandi
Chale aao saiya rangile main wari re
Chale aao saiya rangile main wari re
Chale aao saiya rangile main wari re
Chale aao saiya rangile main wari re.

Singer:Jagjeet Kaur , Pamela Chopra
Music:Mohammed Zahur Khayyam