Kill Dil 2014 Hindi Song Lyrics

Lyrics - Kill Dil (2014) Hindi Movie Songs. Shaad Ali directed this feature film has Govinda,Ranveer Singh,Ali Zafar,Parineeti Chopra played the lead characters.

Lyrics

Kaash Tu Pujari Lyrics

Kaash tu pujari
Hota aarti utari hoti
Kafi rezgaari
Hoti teri thali me

Ho.. Kaash tu bhikari hota
Cash ka byopari hota
Kaudi na udhari
Hoti teri pyali mein

Haath zara sa garam karo
Bhai maal rako kuch aag
Ghee ho na bhai ghee ho na bhai
Thoonk se chhonk na laage

Haaye daiya re daiya re
Daiya daiya daiya
Mori maiya re maiya re
Maiya maiya maiya
Haaye daiya re daiya re
Daiya daiya daiya
Mori maiya re maiya re
Maiya maiya maiya

Abey patjhad neeche to utar
Rasta pakad ja ja ja bhai
Agra ja bhai apne
Yaar to aise hain
Taj kharidne nikle hain
Aur jeb mein
Chhutte paise hain
Abey saanp ke bil
Zara door se mill
Abey bijli ke bill
Aise kaanp na hill

K k k kill kill d d d dil dil
K k k kill kill d d d dil dil
Kill kill da da dil dil
K k k kill kill d d d dil dil

Arey kill dil kill dil
Kill dil kill dil
Oye kill dil kill dil
Kill dil kill dil
Ho kill dil ho kill dil

Ho sajna mat mat
Mat ban baawra
Iss dil ka dil dil hi aasra
Chhod chhad ke
Sab dekh bhal ke
Dil ki naukri kar le
Chhed chhad ke
Sab chhod chhad ke
Dard ki tokri bhar le

Ho.. Dard me jee
Le dard me mar le
Ab ke zindagi chak le

Haaye daiya re daiya re
Daiya daiya daiya
Mori maiya re maiya re
Maiya maiya maiya
Haaye daiya re daiya re
Daiya daiya daiya
Mori maiya re maiya re
Maiya maiya maiya

Haaye daiya re daiya re
Daiya daiya daiya
Mori maiya re maiya re
Maiya maiya maiya
Haaye daiya re daiya re
Daiya daiya daiya
Mori maiya re maiya re
Maiya maiya maiya.

Singer:Javed Jaffrey , Rasika Shekhar , Shankar Mahadevan , Udit Narayan
Music:Ehsaan Noorani , Loy Mendonsa , Shankar Mahadevan

Koi Atka Hua Hai Lyrics

Koi atka hua hai
Pal shayad
Waqt mein pad
Gaya hai bal shayad
Dil agar hai to dard bhi hoga
Iska koi nahi hai hal shayad

Bujh gaye taare o yaara
Aasaman kaala lage re
Kuch bhi nazar naa aavey
Ankhiyon me jaala lage re
Dil waali naukri ne maara
O yaara dil waali
Naukri ne maara

O meetha lage
Ab bhi wo yaaro
Dardon ki tokri utaaro
Dil waali naukri ne maara
O yaara dil waali
Naukri ne maara

Sweeta o sweeta
Tere bin koylon se
Kaale kaale huey din
Tere bin tere bin tere bin

O zindagi uljha
Hua sauda hai
Umrein leta hai
Ik pal de kar
Main bawra baawra
Main baawra
O zindagi uljha
Hua sauda hai
Umrein leta hai
Ik pal de kar
Main bawra baawra
Main baawra

Ho marne se mujhe
Koi dar to nahin
Haan tere bin
Mushqil hogi
Jeena bhi pade
Toh bhi mujhko
Haan tere bin mushqil hogi
Seene mein ishq ka
Ik bujha sa diya
Main toh leke chala

Zindagi uljha hua sauda hai
Umrein leta hai ik pal de kar
Main bawra baawra
Main bawra o wo

Shaam hai toh shaam sahi
Raat na hone dena
Aas ki saans chalti rahe
Maat na hone dena
Jin aankhon mein
Neend nahin hai
Unn aankhon me
Khwaab tha koi
Khwaab wo khwaab
Tum khone na dena
Baawra baawra baawra

Zindagi uljha
Hua sauda hai
Umrein leta hai
Ik pal de kar
Main bawra baawra
Main baawra

Zindagi uljha hua sauda hai
Umrein leta hai ik pal de kar
Dil bawra baawra dil baawra.

Singer:Gulzar (Sampooran Singh Kalra) , Nihira Joshi , Shankar Mahadevan
Music:Ehsaan Noorani , Loy Mendonsa , Shankar Mahadevan

Ho Haye Oye Happy Budday To You Lyrics

Ho haye oye happy budday to you
Happy happy budday to you
Arrey aire gaire samjhe magarr
Bas aashiqon pe rahe curfew

O pandrah solah saalon
Ka tika laga doon
Tinak dhin tinak dhin
Tinak dhin tinak dhin
Oye bachu tere bachpan
Ka beema karan doon
Tinak dhin tinak dhin
Tinak dhin tinak dhin
Umr chadhti rahegi
Saal ghat te rahenge
Aur hoti rahegi guftguu

Happy budday to you
Happy happy budday to you
Aire gaire samjhe magar
Bas aashiqon pe rahe curfew

Arrey kichad hai raste
Me painche utha tu
Tinak dhin tinak dhin
Tinak dhin tinak dhin
Arrey sardi hai dhakkan
Me love peg pila dun
Tinak dhin tinak dhin
Tinak dhin tinak dhin
O badi bhi na hona warna
Goonghat tale se bhej
Denge bana kar bahu

Happy budday to you
Happy happy budday to you
Aire gaire samjhe magar
Bas aashiqon pe rahe curfew

Sadde waddey
Sadde naal vaddey
Happy shappy happy
Shappy budday
Sadde waddey sadde
Naal vaddey
Happy shappy happy
Budday to you

O ek raati jo baarati
Tere ghar laaya koi
Ghanti baje re na
Band baje re na baaja
Haaye haaye haaye haaye
Wo jo aaya mulaqaati
Khaali haath aaya koi
Doli uthe re na ghodi
Chadhe re na raja
Tinak dhin tinak dhin
Tinak dhin tinak dhin
Na tu laila thi na tu heer thi
Na wo ranjha tha la la la la
Par majnu tha hoobahu
Oye happy oye shappy

Happy budday to you
Happy happy budday to you
Aire ghaire samjhe magar
Bas aashiqon pe rahe curfew

Happy birthday to you
Happy happy budday to you
Aire ghaire samjhe magar
Bas aashiqon pe rahe curfew

Sadde vaddey
Sadde naal vaddey
Happy shappy happy
Shappy budday
Sadde vaddey sadde
Naal vaddey
Happy shappy happy
Budday to you.

Singer:Shankar Mahadevan , Sukhwinder Singh
Music:Ehsaan Noorani , Loy Mendonsa , Shankar Mahadevan

Aur Ab Fursatganj Se Lyrics

Aur ab fursatganj se
Bunty babli pappu aur
Unke appu shaad ali
Sun na chahenge adnan
Sami ki awaaz me
Sweeta film ka ek gaana
Jise sangeet diya hai
Shankar ehsaan loy ne
Aur bol hain gulzar ke
Hmmm aa ha ha
Aa ha hara ra ra

Main aankhon se
Pehchanta hoon
Acche se hain woh bhale se
Ghar ka pata bhi na de toh
Ik baar mill le gale se

Aankhon se aankhon
Ne kya chakh liya hai
Meetha laga seene
Mein rakh liya hai hai
Chocolate ke tukde
Honth hain tere
Shehad ke qatre sweeta
Tujhse nahi koi meetha huh

Sweeta sweetatujhse
Nahi koi meetha
Dil dil dil dil maskhari
Kar raha hai
Phir mujhpe hasne laga hai
Phir saans tez ho gayi hai
Phir mujhko dassne laga hai

Halke nashe mein
Rehne laga hoon
Apne hi aap se
Kehne laga hoon
Kaheri garmi mein
Sharbat e zam zam
Rooh afza tu sweeta
Tujhse nahi koi meethahaaye.

Singer:Adnan Sami
Music:Ehsaan Noorani , Loy Mendonsa , Shankar Mahadevan

Song Source: Aur Ab Fursatganj Se

Bol Beliya Bol Beliya Bol Beliya Lyrics

Bol beliya bol beliya bol beliya
Bol beliya bol beliya bol beliya

Aaj gali se bol beliya
Bol beliya bol beliya
Jab woh guzre bol beliya
Bol beliya bol beliya
Darwaaze par bol beliya
Bol beliya bol beliya
Diya jalaa ke

Darwaze khol ke
Rakhna koi laut aaye to
Ho rasta bhool na
Jaayein koi laut aaye to
Saari saari raatein jagna
Bol beliya bol beliya bol beliya
Galiyan roshan rakhna
Bol beliya bol beliya bol beliya
Ho aane wala laut na jaaye

Aaha aaj gali bol beliya
Bol beliya bol beliya
Jab tum guzre bol beliya
Bol beliya bol beliya
Diye ne dekha bol beliya
Bol beliya bol beliya
Aankh jhapak ke

Sadiyan taap koyi
Ab ghar aaya hai
Ankhiyan sooj gayi
Hain jee bhar aaya hai
Saari saari raatein jagna
Bol beliya bol beliya bol beliya
Galiyan roshan rakhna
Bol beliya bol beliya bol beliya
Ho aane wala laut na jaaye
Bol beliya bol beliya bol beliya

Ho laut ke aake shiqayat na rahe
Bewafaai ki rivayat na rahe
Laut ke aa laut ke aa

O aazma le ki shikaayat na rahe
Aake jaane ki rivayat na rahe
Aazma le aazma le

Arrey aate aate aate
Aate mud ke na takna
Jaate jaate jaate
Jaate ruk ke takna
Ho aaj gali se bol beliya
Bol beliya bol beliya
Jab woh guzre bol beliya
Bol beliya bol beliya
Ho ho darwaze par bol
Beliya bol beliya bol beliya
Diya jala ke bol beliya
Bol beliya bol beliya

Darwaze khol ke
Rakhna koi laut aaye to
Rasta bhool na jaayein
Koi laut aaye to
Saari saari raatein jagna
Bol beliya bol beliya bol beliya
Galiyan roshan rakhna
Bol beliya bol beliya bol beliya
Aane wala laut na jaaye.

Singer:Loy Mendonsa , Shankar Mahadevan , Siddharth Mahadevan , Sunidhi Chauhan
Music:Ehsaan Noorani , Loy Mendonsa , Shankar Mahadevan

Tarcoal Ki Ek Sadak Lyrics

Tar-coal ki ek sadak
Par do saaye hain
Andhere ki najaayaz
Aulaad hain shayad
Ghoont ghoont khoon peekar
Dono pale hain shayad
Paaon tale zameen hai
Naa sar pe aasman hai
Zindagi kuchal gayi ye
Unki daastaan hai

Waanw waanw waanw
Waanw waanw
Waanw waanw waanw
Waanw waanw
Waanw waanw waaw
Waaw waaw waanw
Waanw waanw

Taara dekh taara aasman
Pe latka hai bechaara
Yeh zameen gardish
Mein thi ghoom ghoom
Ghoom ke maara yaara

Hum bhi kahin latke nahin
Roko zameen
Do hi din ka hai tamaasha
Pasha oo mere pasha oo
Yaar pasha

Jee bhar ke jee mar le
Aaj hai aaj hai aaj hai aaj hai
Kal kuch nahin

K k k kill kill da da da dil dil
K k k kill kill da da da kill dil
K k k kill kill da da da dil dil
K k k kill kill da da da kill dil
K k k kill kill da da da dil dil
K k k kill kill da da da kill dil

Mehangi hai ye zindagi
Koi chhota sauda nahi
Oonchi khajuri hai ye
Gamle ka paudha nahi

Ho jaan bhi ye teri nahi
Kal tak chali jaayegi
Ghar bhi chala jaayega
Jab ye gali jaayegi
Jam ke jeene do din chaar
Le kam hi jeele
Peena pade toh gham
Hi peele tu tu tu tu yaara

Yaaron ki yaariyaan
Zinda rahengi
Taaro ki jhaadiyaan
Naaka karengi
Taaron ne paala
Hai to to to tunu

K k k kill kill da da da dil dil
K k k kill kill da da da kill dil
K k k kill kill da da da dil dil
K k k kill kill da da da kill dil
K k k kill kill da da da dil dil
K k k kill kill da da da kill dil.

Singer:Gulzar (Sampooran Singh Kalra) , Shankar Mahadevan , Sonu Nigam
Music:Ehsaan Noorani , Loy Mendonsa , Shankar Mahadevan

Lahu Luhaan Hua Hai Falak Lyrics

Lahu luhaan hua hai falak
Yeh kaisa loha pighla hai
Ek suraj doob gaya peeche
Ek suraj saamne nikla hai

Haan
Maana waana ishq
Vishq pe zor toh nahin
Dil mein dum hai haal
Chaal kamzor to nahin
Ishq ki chaal pe
Maat manzoor hai

Arey o bandey mauqa hai
Arey o chalne
Walne ka mauqa hai
Ho ishq mein jalke
Aag hui jab mozzam hua
Haan ishq me jalke aag hui to

Nakhrile nakhrile
Nakhrile do rasheele
Humpe do nashile naino
Ki aaha bochhar ho gayi
Ho nakhrile nakhrile do rasheele
Humpe do nashile naino
Ki aaha bochhar ho gayi

O laawarishon ki na poocho
Unka sagga ek dil hai
Laawarishon ka na koi
Haan unka bada ek dil hai
Hai sajde mein
Aakhein wo uthayein
Hum uske hain to
Jalwa dikhayein
Hai sajde mein
Aakhein wo uthayein
Hum uske hain to
Jalwa dikhayein
Ho chhaliya chhal
Gaye chhal gaye
Chhal gaye wo naina

Khatm kare jo haaye
Bhasm kare jo haaye
Shaam bujhaye aur jalaye
Kat jaaye ratiya ratiyan ratiya
Chal na raakh ho jaayein

Arey o bandey mauqa hai
Arey o chalne
Walne ka mauqa hai
Ho ishq me jalke aag hui to
Nakhrile nakhrile
Nakhrile do rasheeley
Humpe do nashile
Naino ki aaha bochhar ho gayi

Haan
Dardile dardile
Qisse saare dardile
Dardile rishte saare dardile
Yeh qisse saare dardile
Ye rishte saare dardile
Afsaane saare
Hote hain dardile

Teri aankhon ki aab
O hawa mein jeeun
Teri maujoodgi ki
Fizaa mein jeeun
Teri baaton se hum
Toh badal jaate hain
Meri aankhon ke
Mausam badal jaate hain

Ho mausam sardi
Mausam garmi
Sard bhi tu hai
Garam bhi tu hai
Aag lage pyaas lage
Pyaas lage aag lage
Jal jaane de ho

Nakhrile nakhrile
Nakhrile do rasheeley
Humpe do nashiley
Naino ki aaha
Bochhar ho gayi
Haan nakhrile
Nakhrile do rashiley
Humpe do nashile
Naino ki aaha
Bochhar ho gayi.

Singer:Ali Zafar , Gulzar (Sampooran Singh Kalra) , Mahalakshmi Iyer , Shankar Mahadevan
Music:Ehsaan Noorani , Loy Mendonsa , Shankar Mahadevan

Ek Khwaab Ne Lyrics

Ek khwaab ne
Aankhein kholi hain
Kya mod aaya hai
Kahaani mein
Woh bheeg rahi
Hai baarish mein
Aur aag lagi hai
Paani mein

Rab labbha papiya nu
Jeehna change kaam
Na change lagde
O kiven pind kajiye
Assi chol paake
Vi nange lagde

O zindagi yun gale aa
Lagi hai aa lagi hai
Koi khoya huva barson
Ke baad aa gaya

O pheeke pheeke the
Din raat mere saath mere
Chhuva tune toh jeene
Ka swaad aa gaya
Ek tarah ke awaara the
Ek tarah ki awaargi
Deewane toh pehle bhi the
Ab aur tarah ki deewaangi

Sajde bichhawan ve
O gali gali o gali
Gali o gali gali
Jis sehar vich
Mera yaar vasda
Kamaana painda ae
Oh khadke oh khadke
Ho itthe rab na koi
Udhaar labhda

Ek khwaab ne
Aankhein kholi hai
Kya mod aaya hai
Kahaani mein
Woh bheeg rahi
Hai baarish mein
Aur aag lagi hai
Paani mein

Khwabi khwabi si
Lagti hai duniya
Aankhon mein ye
Kya bhar raha hai
Marne ki aadat lagi thi
Kyu jeene ko jee kar raha hai

Pehle to begaani nagri mein
Hum ko kisi ne poochha na tha
Sara sehar jab maan gaya toh
Lagta hai kyun koi rutha na tha

Sajde bichhawan ve
O gali gali o gali gali gali gali
Jis sehar vich mera yaar vasda
Kamaana painda ae
Oh khadke oh khadke
Ho itthe rabb na
Koi udhaar labhda

O zindagi yun gale aa
Lagi hai aa lagi hai
Koi khoya huva barson
Ke baad aa gaya
Ek tarah ke awaara the
Ek tarah ki awaargi
Deewane toh pehle bhi the ab
Aur tarah ki deewangi

Sajde bichhavan ve
O gali gali o gali gali o gali gali
Jis sehar vich mera yaar vasda
Kamaana painda ae
O khadke o khadke
Ho itthe rab na
Koi udhaar labhda

Sajde bichhavan ve
O gali gali o gali
Gali o gali gali
Jis sehar vich
Mera yaar vasda
Kamaana painda ae
O khadke o khadke
Ho itthe rab na koi
Udhaar labhda.

Singer:Arijit Singh , Gulzar (Sampooran Singh Kalra) , Nihira Joshi
Music:Ehsaan Noorani , Loy Mendonsa , Shankar Mahadevan