Lyrics
Sanja Laja Gai Baa Ki Ankhiya Lyrics
Sanja laja gai baa ki ankhiya
Sanja laja gai baa ki ankhiya
Sanja laja gai baa ki ankhiya
Sanja laja gai baa ki ankhiya
Man bharma gayi thi batiya
Man bharma gayi thi batiya
Bikhre suraj us jhurmuth se
Us jhurmuth se us jhurmuth se
Bikhre suraj us jhurmuth se
Us jhurmuth se geet
Gaa rahe hai panghat se
Chahak uthi hai wo dekho chidiya
Chahak uthi hai wo dekho chidiya
Bargad peepal jamun
Jhumejamun jhume
Bargad peepal jamun
Jhumejamun jhume
Purwa meri dhadkan chume
Purwa meri dhadkan chume
Paniya bharan ko nikali sakhiya
Paniya bharan ko nikali sakhiya
Sanja laja gai baa ki ankhiya
Sanja laja gai baa ki ankhiya
Sanja laja gai baa ki ankhiya
Sanja laja gai baa ki ankhiya
Man bharma gayi thi batiya
Man bharma gayi thi batiya.
Ho Zakham Khate Lyrics
Ho zakham khate
Hai tut jate hai
Raho mein pyar ki
Kitne kante hai
Kitne sadme hai
Baho mein yaar ki
Zakham khate hai
Tut jate hai
Raho mein pyar ki
Kitne kante hai
Kitne sadme hai
Baho mein yaar ki
Jisne na apna jana hai
Dil to usika deewana hai
Jisne na apna jana hai
Dil to usika deewana hai
Kal tak chali thi
Wo sath mere
Aaj bichhde to
Jana hai jana hai
Dil ki itni kahani hai
Dil ka itna fasana hai
Dil ki itni kahani hai
Dil ka itna fasana hai
Jisne bhi dil ko lagaya hai
Usne to dhokha hi khaya hai
Jisne bhi dil ko lagaya hai
Usne to dhokha hi khaya hai
Kal tak nahi thi
Mujhko khabar
Ye aaj maine ye
Jana hai jana hai.
Comments
Post a Comment