Lyrics
Khoon mein dharati nahaaye Lyrics
Khoon mein dharati nahaaye
Aag barase aasmaan se
Hain kasam mujhko tumhaari
Main ladunga main ladunga
Jung jitane rang badale
Badale dhan badale
Kwaayishe mit jaaye
Gum ho sapne apane
Khoon mein dharati nahaaye
Aag barase aasmaan se
Hain kasam mujhko tumhaari
Main ladunga main ladunga
Kaal ke antim palon tak
Kaal ke antim ghadi tak
Hain kasam mujhko tumhaari
Main ladunga main ladunga
Kaal ke antim palon tak
Kaal ke antim ghadi tak
Hain kasam mujhko tumhaari
Main ladunga main ladunga
Jisam marate hai
Na marati aatma
Phool marata hai
Na marata baagba
Saamane hai desh
Hai apna aasamaan
Saamane hai desh
Hai apna aasamaan
Khoon mein dharati nahaaye
Aag barase aasmaan se
Hain kasam mujhko tumhaari
Main ladunga main ladunga
Kaal ke antim palon tak
Kaal ke antim ghadi tak
Hain kasam mujhko tumhaari
Main ladunga main ladunga
Kaal ke antim palon tak
Kaal ke antim ghadi tak
Hain kasam mujhko tumhaari
Main ladunga main ladunga.
Aankhon mein tu saanson mein hai tu meri Lyrics
Aankhon mein tu saanson mein hai tu meri
Manjil hai tu kaise bhuuloon yaadein teri
Tu paas rehkar bhi hai mujhse dur
Naa honge fir bhi hum majboor
Sehlenge hum saare sitam
Bhoolega mann tujhe na sanam
Khwabon mein tu aisi wafa hai teri
Nagamon mein tu iname sada hai teri
Tu paas reh kar bhi hai mujhse dur
Naa honge fir bhi hum majboor
Sehlenge hum saare sitam
Bhoolega mann tujhe na sanam
Subah shaam raat mein bhula diya
Yeh dil bhula nahi saka
Naam tera dil se mitha hai jo
Koi mita nahi saka
Tu mere mann ka hai gilsita
Tuhi jamin aur aasamaan teri kasam
Sehlenge hum saare sitam
Bhoolega mann tujhe na sanam
Comments
Post a Comment