Lyrics
Ya Maulamaula MaulaAnjaam Se Chahat Ki Lyrics
Ya maula..maula, maula
Anjaam se chahat ki,
Anjaam se chahat ki, ye anjaan hai maula
Ya maula..maula, maula
Anjaam se chahat ki, ye anjaan hai maula
Ye ishq ashq aashiqui nadaan hai maula
Yaar ki ek deed pe, qurbaan hai maula
O nigaah-e-karam maula
Mann quanto maula, mann quanto maula
Khwaaja ali un maula
Mann quanto maula, mann quanto maula
Alif allah, saqat allah
Noor allah, faqat allah
Alif allah, saqat allah
Noor allah, faqat allah
Zameen se uthaaye, falak pe bithaaye
Aisi shaan-e-karam maula
Mann quanto maula, mann quanto maula
Khwaaja ali un maula
Mann quanto maula, mann quanto maula
Maula..
Raa , aa keh raha
Lab pe aaye, dil mein toofaan
Raa aa keh raha
Lab pe aaye, dil mein toofaan
Meri hasti mita de, yaar se la mila de
Ab khuda ki kasam maula
Mann quanto maula, mann quanto maula
Jab teri shaan e kareebi pe nazar jaati hai
Zindagi kitne madahil se guzar jaati hai
Basabab mujhko diye jaata hai dene waala
Maangta bhi nahi jholi meri bhar jaati hai
Teri shaan nirali hai maula,
Teri shaan nirali hai maula
Teri shaan nirali hai maula
Mera yaar mila de ya maula
Chaahe asti mita de ya maula
Mera yaar mila de ya maula
Mann quanto maula, mann quanto maula
Mann quanto maula, mann quanto maula
Mann quanto maula.
Ye Kaisi Kashmakash Hai Lyrics
Ye kaisi kashmakash hai,
Ye kaisi rehguzar hai
Ye kaisi kashmakash hai,
Ye kaisi rehguzar hai
Main uljha hoon, pareshaan hoon
Main uljha hoon, pareshaan hoon
Huyi kya mujhse aisi khata
Khuda bhi na dikhe, dua bhi na lage
Jahan tak jaaye nazrein,
Dhuaan hi dhuaan dikhe
Khuda bhi na dikhe, dua bhi na lage
Jahan tak jaaye nazrein,
Dhuaan hi dhuaan dikhe
Ret ka mahal woh tha,
Lehron mein shayad jo beh gaya
Ret ka mahal woh tha,
Lehron mein shayad jo beh gaya
Khwaahishon ka aashiyaan,
Chand saansein lekar ke deh gaya
Rabba khud ke hi saaye,
Lage aaj paraye
Rabba khud ke hi saaye,
Lage aaj paraye
Main uljha hoon, pareshaan hoon
Main uljha hoon, pareshaan hoon
Huyi kya mujhse aisi khata
Khuda bhi na dikhe, dua bhi na lage
Jahan tak jaaye nazrein,
Dhuaan hi dhuaan dikhe
Zindagi ne ishq mein,
Mujhe aise manzar dikhaaye hain
Zindagi ne ishq mein,
Mujhe aise manzar dikhaaye hain
Palkon pe meri sada,
Ashqo ke badal hi chhaaye hai
Rabba chain na aaye, din rein sataye
Rabba chain na aaye, din rein sataye
Main uljha hoon, pareshaan hoon
Main uljha hoon, pareshaan hoon
Huyi kya mujhse aisi khata
Khuda bhi na dikhe, dua bhi na lage
Jahan tak jaaye nazrein,
Dhuaan hi dhuaan dikhe
Dard ka hai silsila,
Seene mein ghum be-shumaar hai
Dard ka hai silsila,
Seene mein ghum be-shumaar hai
Chaahatein ek mili haan,
Mile zakhm mujhko hazaar hai
Rabba pal hi mein jaise,
Sau khwaab hai toote
Rabba pal hi mein jaise,
Sau khwaab hai toote
Main uljha hoon, pareshaan hoon
Main uljha hoon, pareshaan hoon
Huyi kya mujhse aisi khata
Khuda bhi na dikhe, dua bhi na lage
Jahan tak jaaye nazrein,
Dhuaan hi dhuaan dikhe.
Comments
Post a Comment