Lyrics
Dekh Na Meri Sar Se Lyrics
Dekh na meri sar se
Aasman ud gaya hain
Dekh na meri sar se
Aasman ud gaya hain
Dekh na asmaan ke sire
Khul gaye hain zameen se
Dekh na asmaan ke sire
Khul gaye hain zameen se
Chup chup ke
Chup chup ke chori se
Chori chup chup ke
Chup chup ke
Chup chup ke
Chup chup ke chori se
Chori chup chup ke
Chup chup ke
Chup chup ke
Chup chup ke chori se chori
Chup chup ke chup chup ke
Dekh na kya hua hain
Yeh zameen beh rahi hain
Dekh na paniyon main
Zameen ghul rahi hain kahi
Dekh na asmaan ke sire
Khul gaye hain zameen se
Chup chup ke
Chup chup ke chori se
Chori chup chup ke
Chup chup ke
Chup chup ke
Chup chup ke chori se
Chori chup chup ke
Chup chup ke
Hosh main main nahi
Yeh gashi bhi nahi
Is sadi main kkabhi
Yeh hua bhi nahi
Jism ghulne laga
Ruh galne lagi
Pao rukne lage
Raah chalne lagi
Aasman badalon par
Karvatein le raha hain
Dekhna aasman hi
Barasne lage na zameen pe
Yeh zameen kaunmilan
Ke dubkiyaa le rahi hain
Dekhna uthke kandho pe
Chalne lage na kahi
Chup chup ke
Chup chup ke chori se chori
Chup chup ke chup chup ke
Chup chup ke
Chup chup ke chori se chori
Chup chup ke chup chup ke
Tum kaho to ruke
Tum kaho to chale
Yeh junoon hain agar
Toh junoon soch le
Tum kaho to ruke
Tum kaho to chale
Mujhko pehchaanti
Hai kaha manzilein
Dekhna mere sar se
Aasman ud gaya hain
Dekh na asmaan ke sire
Khul gaye hain zameen se
Dekh na kya hua hain
Yeh zameen beh rahi hain
Dekh na paniyon main
Zameen ghul rahi hain kahi se
Chup chup ke chup chup ke
Chori se chori chup chup ke
Chup chup ke chup chup ke
Chup chup ke chori se chori
Chup chup ke chup chup ke
Chup chup ke chori se
Chori chup chup ke ke re
Chup chup ke chori se
Chori chup chup ke ke re
Bunty ki bubbly aur
Bubbly ka bunti
Bunty ki bubbly hue
Bunty ki bubbly aur
Bubbly ka bunti
Bunty ki bubbly hue.
Aaisi Najar Se Dekha Lyrics
Aaisi najar se dekha
Usne jalim ne chowk par
Humne kaleja rakh
Diya chalu ki nok par
Wah wah kamal ho gaya
Woh raita fail gaya
Dhin tanak dina
Mera chain bain sab
Ujda jaalim nazar hata le
Mera chain bain sab
Ujda jaalim nazar hata le
Barbaad ho rahe hai ji
Barbaad ho rahe hai ji
Tere apne shaher wale
Mera chain bain sab
Ujda jaalim nazar hata le
Meri angdai na toote tu aaja
Meri angdai na toote tu aaja
Kajra re kajra re
Tere kare kare naina
Kajra re kajra re
Tere kare kare naina
Ho kajra re kajra re
Tere kare kare naina
Ho kajra re kajra re
Tere kare kare naina
Ho mere naina mere naina
Mere naina judwa mere naina
Kajra re kajra re
Tere kare kare naina
Surmain se likhe tere wade
Aankhon ki jabani aate hain
Mere rumalo pe lab tere
Bandh ke nishani jaate hain
Ho teri baaton main
Kimam ki khusbu hain
Ho tera aana bhi
Garmiyon ki lu hain
Ho teri baaton main
Kimam ki khusbu hain
Ho tera aana bhi
Garmiyon ki lu hain
Aaja tute na tute na aangdai
Ho meri angdai na tute tuu aaja
Ho meri angdai na tute tuu aaja
Kajra re kajra re kajra re
Tere kare kare naina
Kajra re kajra re kajra re
Tere kare kare naina
Ho kajra re kajra re
Tere kare kare naina
Ho kajra re kajra re
Tere kare kare naina
Ho kajra re kajra re
Tere kare kare naina
Ho mere naina mere naina
Mere nain main chupke rehna
Ho kajra re kajra re
Tere kare kare naina
Aankhein bhi kamal karti hain
Personal se sawal karti hain
Palko ko uthati bhi nahi hain
Parde ka khayal karti hain
Ho mera gum to
Kisise bhi chupta nahi
Dard hota hain
Dard jab chubhta nahi
Ho mera gum to
Kisise bhi chupta nahi
Dard hota hain dard
Jab chubhta nahi
Aaja tute na tute
Na meri aangdai
Ho meri angdai na tute tu aaja
Kajra re kajra re
Tere kare kare naina
Kajra re kajra re
Tere kare kare naina
Ho kajra re kajra re
Tere kare kare naina
Ho kajra re kajra re
Tere kare kare naina
Ho kajra re kajra re
Tere kare kare naina
Ho tere naina tere naina
Humein daste hain tere naina
Ho kajra re kajra re
Mere kare kare naina
Ho tujhse milna purani dilli main
Chod aaye nishani dilli main
Pal nimani dari betalab
Teri meri kahani dilli main
Kali kamali wale ko yaad karte
Tere kale kale naino
Ki kasam khate hain
Tere kale kale naino
Ke banaye hain ruh
Tere kale kale naino
Ko duwaye hain ruh
Meri jaan udas hain
Hothon pe pyaas hain
Aaja re aaja re aaja re
Ho teri baaton main
Kimam ki khusbu hain
Ho tera aana bhigarmiyon ki lu hain
Ho meri angdai na tute tu aaja
Ho meri angdai na tute tu aaja
Ho kajra re kajra re
Tere kare kare naina
Ho kajra re kajra re
Tere kare kare naina
Ho tere naina tere naina
Tere naina judwaa tere naina
Ho tere naina tere naina
Tere naina judwaa tere naina
Ho tere naina tere naina
Tere naina main chupke rehna
Ho tere naina tere naina
Tere naina main chupke rehna
Ho kajra re kajra re
Tere kare kare naina
Ho kajra re kajra re
Tere kare kare naina
Kare kare kare kare
Kare kare kare kare naina
Kajra re kajra re
Mere kare kare naina.
Comments
Post a Comment