Chori Chori 2003 Hindi Song Lyrics

Lyrics - Chori Chori (2003) Hindi Movie Songs. Milan Luthria directed this feature film has Ajay Devgn,Rani Mukerji,Sonali Bendre played the lead characters.

Lyrics

Saari Khudaayi Choot Jaaye Lyrics

Saari khudaayi choot jaaye
Ya saara zamana choote
Rab roothe te rooth jaaye
Yaar kabhi na roothe
Roothe yaar nu
Manale kamliya roothe
Yaar nu manale kamliya
Ke rab aape man jaawe ya
Roothe yaar nu
Manale kamliya roothe
Yaar nu manale kamliya
Ke rab aape man jaawe ya
Roothe yaar nu manale
Roothe yaar nu manale
Roothe yaar nu manale
Roothe yaar nu manale
Roothe yaar nu manale kamliya
Roothe yaar nu manale kamliya
Ke rab aape man jaawe ya

Jab yaar juda ho jaata hai
Jab yaar khafa ho jaata hai
Maange to maut nahin milti
Jeena bhi saja ho jaata hai
Yeh jeena bhi kya jeena hai
Tu aur kahin tera yaar kahin
Tera yaar hi tera sab kuch hai
Jab yaar nahin to kuch bhi nahin
Roothe yaar nu manale
Roothe yaar nu manale
Roothe yaar nu manale
Roothe yaar nu manale
Roothe yaar nu manale kamliya
Roothe yaar nu manale kamliya
Ke rab aape man jaawe ya

Oh deewane dil wich
Apne ishq di jot jaga le
Oh deewane deewane
Oh deewane deewane
Oh deewane dil wich apne
Ishq di jot jaga le
Yaar beena to jag suna hai
Chal uth yaar mana le
Roothe yaar nu manale kamliya
Ke rab aape man jaawe ya allah

Yeh hai dariyaa prem
Ka iski ulti daal
Yeh hai dariyaa oh
Dariyaa yeh hai dariyaa
Dariyaa dariyaa
Yeh hai dariyaa prem
Ka iski ulti daal
Jo ubhra so doob gaya
Aur jo doob so paar
Roothe yaar nu manale kamliya
Ke rab aape man jaawe ya
Yaar nu manale roothe
Yaar nu manale
Yaar nu manale roothe
Yaar nu manale

Use bichadte waqt
Agar to mila nahin
Phir tere dard ishq ki
Koyi dawa nahin
Sach baat yeh hai
Ishq hai kudrat ka faisla
Is faisle ke baad koyi faisla nahin
Roothe yaar nu manale kamliya
Ke rab aape man jaawe ya
Roothe yaar nu manale kamliya
Ke rab aape man jaawe ya
Roothe yaar nu manale kamliya
Ke rab aape man jaawe ya
Roothe yaar nu manale kamliya
Ke rab aape man jaawe ya.

Singer:Adnan Sami , Sabri Brothers
Music:Sajid Ali , Wajid Ali

Bandh Mutthi Mein Dil Ko Lyrics

Bandh mutthi mein dil ko
Chupaye baithe hain
Hai bahana ke mehndi
Lagaye baithe hain
Mehndi ha ha mehndi
Mehndi ha ha mehndi
Mehndi ha ha mehndi
Mehndi ha ha mehndi
Tut ke daali se haathon
Pe bikhar jaati hain
Mehndi ha ha mehndi
Tut ke daali se haathon
Pe bikhar jaati hain
Tut ke daali se haathon
Pe bikhar jaati hain
Tut ke daali se haathon
Pe bikhar jaati hain
Tut ke daali se haathon
Pe bikhar jaati hain
Tut ke daali se haathon
Pe bikhar jaati hain
Yeh to mehndi hai
Yeh to mehndi hai
Mehndi to rang laati hain
Yeh to mehndi hai
Mehndi to rang laati hain
Tut ke daali se haathon
Pe bikhar jaati hain
Mehndi ha ha mehndi
Mehndi ha ha mehndi

Log baago se ise
Tod ke le aate hain
Aur patthar pe ise
Shauk se pisvaate hain
Mehndi ha ha mehndi
Mehndi ha ha mehndi
Mehndi ha ha mehndi
Mehndi ha ha mehndi
Log baago se ise
Tod ke le aate hain
Aur patthar pe ise
Shauk se pisvaate hain
Aur patthar pe ise shauk
Se pisvaate hain
Phir bhi hothon se
Phir bhi hothon se iski
Uff talak na aati hain
Phir bhi hothon se iski
Uff talak na aati hain
Phir bhi hothon se iski
Uff talak na aati hain
Phir bhi hothon se iski
Uff talak na aati hain
Yeh to mehndi hai
Yeh to mehndi hai
Mehndi to rang laati hain
Yeh to mehndi hai
Mehndi to rang laati hain
Mehndi ha ha mehndi
Mehndi ha ha mehndi

Apne ras rang se is
Duniya ko sajana hain
Kaam mehndi ka to
Gairon ke kaam aana hain
Mehndi ha ha mehndi
Mehndi ha ha mehndi
Mehndi ha ha mehndi
Mehndi ha ha mehndi
Apne ras rang se is
Duniya ko sajana hain
Kaam mehndi ka to
Gairon ke kaam aana hain
Kaam mehndi ka to
Gairon ke kaam aana hain
Apni khushboo se
Apni khushboo se yeh
Sehra ko mehkaati hai
Apni khushboo se yeh
Sehra ko mehkaati hai
Apni khushboo se yeh
Sehra ko mehkaati hai
Apni khushboo se yeh
Sehra ko mehkaati hai
Yeh to mehndi hai
Yeh to mehndi hai
Mehndi to rang laati hain
Yeh to mehndi hai
Mehndi to rang laati hain
Tut ke daali se haathon
Pe bikhar jaati hain
Yeh to mehndi hai
Mehndi to rang laati hain
Mehndi ha ha mehndi
Mehndi ha ha mehndi
Mehndi ha ha mehndi
Mehndi ha ha mehndi
Bandh mutthi mein dil
Ko chupaye baithe hain
Hai bahana ke mehndi
Lagaye baithe hain
Mehndi ha ha mehndi
Mehndi ha ha mehndi
Mehndi ha ha mehndi
Mehndi ha ha mehndi
Mehndi ha ha mehndi
Mehndi ha ha mehndi
Mehndi ha ha mehndi
Mehndi ha ha mehndi.

Singer:Jaspinder Narula
Music:Anu Malik

Aate Aate Aa Gaye Paas Hum Lyrics

Aate aate aa gaye paas hum
Jaate jaate le gaye tum sanam
Meri neende mere saare sapne
Le chalo mujhko bhi saath apne
Tum na maano to tum ko kasam
Aate aate aa gaye paas hum
Jaate jaate le gaye tum sanam

Chaahe dil maang lo chaahe jaan maang lo
Chaahe dil maang lo chaahe jaan maang lo
Na ji na na ji na haan ji haan maang lo
Aaj tum hum se sara jahan maang lo
Aate aate aa gaye paas hum
Jaate jaate le gaye tum sanam

Pass itne hai aata nahin kuch nazar
Pass itne hai aata nahin kuch nazar
Humko apni khabar na kisi ki khabar
Dhoond lena hume kho gaye hum magar
Aate aate aa gaye paas hum
Jaate jaate le gaye tum sanam
Meri neende mere saare sapne
Le chalo mujhko bhi saath apne
Tum na maano to tum ko kasam.

Singer:Alka Yagnik , Babul Supriyo
Music:Sajid Ali , Wajid Ali

Amma Mere Babul Ko Bhejo Ree Lyrics

Amma mere babul ko bhejo ree
Amma mere babul ko bhejo ree
Key sawan aaya sawan aaya
Amma mere babul ko bhejo ree

Betee teraa babul toh bichda ree
Betee teraa babul toh bichda ree
Key sawan aaya sawan aaya
Amma mere babul ko bhejo ree

Amma mere babul ko bhejo ree
Amma mere babul ko bhejo ree
Key sawan aaya sawan aaya
Amma mere babul ko bhejo ree
Betee teraa babul toh bichda ree
Betee teraa babul toh bichda ree
Key sawan aaya sawan aaya
Amma mere babul ko bhejo ree

Amma mere bachpan ko bhejo ree
Amma mere bachpan ko bhejo ree
Key sawan aaya sawan aaya
Amma mere bachpan ko bhejo ree
Betee teraa bachpan toh chuta ree
Betee teraa bachpan toh chuta ree
Key sawan aaya sawan aaya
Amma mere babul ko bhejo ree.

Singer:Afroz Bano , Farida Khanum
Music:Sajid Ali , Wajid Ali

Tu Mere Samne Lyrics

Tu mere samne
Mai tere samne
Tu mere samne
Mai tere samne
Mai tere samne
Tu mere samne
Dono ke bich hai
Milo ki duriya
Dhak dhak dil bole tera
Chham chham meri chudiya
Haiyo rabba haiyo rabba
Pyar diya majburiya
Haiyo rabba haiyo rabba
Pyar diya majburiya

Tu mere samne
Mai tere samne
Mai sochu han kar du
Dil bole naa kar de
Dil bole han kar de
Mai sochu naa kar de
Mai sochu han kar du
Dil bole naa kar de
Dil bole han kar de
Mai sochu naa kar de
Ratan hai lambiya
Batan adhuriya
Han naa ho jaye toh
Ho jaye galla puriya
Haiyo rabba haiyo rabba
Pyar diya majburiya
Haiyo rabba haiyo rabba
Pyar diya majburiya

Tu mere samne
Mai tere samne
Oh oh oh oh oh
Ja apne daman ko
Phulo se tu bhar le
Jina hai toh ji le
Marna hai toh mar le
Ja apne daman ko
Phulo se tu bhar le
Jina hai toh ji le
Marna hai toh mar le
Dil chahe dil ko aaj
De de manjuriya
Ham bhi kar le
Sarkar ki jihajuriya
Haiyo rabba haiyo rabba
Pyar diya majburiya
Haiyo rabba haiyo rabba
Pyar diya majburiya.

Singer:Alka Yagnik , Udit Narayan
Music:Sajid Ali , Wajid Ali

Aake Mujhe Le Jaayega Haan Lyrics

Aake mujhe le jaayega haan
Chori chori chupke se aayega woh
Aake mujhe le jaayega haan
Yehi jeevan hai apna
Yehi to woh sapna
Main ne dekha tune
Dekha hum sab ne dekha
Yeh sapna na toote na
Roothe mera raanjhna
Chori chori chupke se aayega woh
Aake mujhe le jaayega haan

Ang se ang lag jaaye to
Pyaar ka rang lag jaaye to
Ang se ang lag jaaye to
Pyaar ka rang lag jaaye to
Rang phir na yeh chute
Roothe mera raanjhna
Chori chori chupke se aayega woh
Aake mujhe le jaayega haan

Kitne janmon ka yeh mel hai
Shaadi kismat ka ek khel hai
Kitne janmon ka yeh mel hai
Shaadi kismat ka ek khel hai
Aisi kismat na phoote
Roothe mera raanjhna
Chori chori chupke se aayega woh
Aake mujhe le jaayega haan.

Singer:Alka Yagnik
Music:Sajid Ali , Wajid Ali

Kahna Hai Aaj Tujhse Lyrics

Kahna hai aaj tujhse
Phir kisi se yeh kehna nahin
Kahna hai aaj tujhse
Phir kisi se yeh kehna nahin
Rehna hai saath tere warna
Duniya mein rehna nahin
Pyaar karte humko jeena
Pyaar karte humko marna
Gham judaai ka humko sehna nahin

Duniya se darna nahin
Yaar pyaar karna nahin
Nazrein chura ke sanam
Humko guzarna nahin
Doobna hai saahilon par
Jhumna hai manzilon par
Yunhi dariyaan mein behna nahin
Kahna hai aaj tujhse phir
Kisi se yeh kehna nahin
Kahna hai aaj tujhse phir
Kisi se yeh kehna nahin

Mausam ki angdaaiyaan
Dil ki yeh tanhaaiyaan
Aa pass aa hone de
Duniya mein ruswaaiyaan
Zindagi ne phool baate
Chun liye hai hum ne kaante
Haar phoolon ka pehnna nahin
Kahna hai aaj tujhse phir
Kisi se yeh kehna nahin
Rehna hai saath tere warna
Duniya mein rehna nahin
Pyaar karte humko jeena
Pyaar karte humko marna
Gham judaai ka humko sehna nahin.

Singer:Alka Yagnik , Kumar Sanu
Music:Sajid Ali , Wajid Ali

Main Ek Ladki Kya Karoon Lyrics

Main ek ladki kya karoon
Main ek ladki kya karoon
Haay kitne ladke kya karoon
Dil kisko doon kisko na doon
Dil dhak dhak dhadke kya karoon
Haay kitne ladke kya karoon
Dil kisko doon kisko na doon
Dil dhak dhak dhadke kya karoon

Raaste main khade mere peeche pade
Bechain bade mere deewane
Koyi yahan gira koyi wahan gira
Meri mast nazar ke mastane
Raaste main khade mere peeche pade
Bechain bade mere deewane
Koyi yahan gira koyi wahan gira
Koyi kahan gira koyi kya jaane
Main ek ladki kya karoon
Main ek ladki kya karoon
Haay kitne ladke kya karoon
Dil kisko doon kisko na doon
Dil dhak dhak dhadke kya karoon
Na haan bolun na na bolun
Dil chaahe inhe tadpaati rahoon
Yeh sachche vaade karte rahe
Main jhooti kasme khaati rahoon
Na haan bolun na na bolun
Dil chaahe inhe tadpaati rahoon
Yeh sachche vaade karte rahe
Main jhooti kasme khaati rahoon
Main ek ladki kya karoon
Main ek ladki kya karoon
Haay kitne ladke kya karoon
Dil kisko doon kisko na doon
Dil dhak dhak dhadke kya karoon.

Singer:Sunidhi Chauhan
Music:Sajid Ali , Wajid Ali

Know More About this movie: Chori Chori