Lyrics
Tujhe Pyar Itna Kiye Ja Raha Hu Lyrics
Tujhe pyar itna kiye ja raha hu
Tujhe pyar itna kiye ja raha hu
Tera naam pal pal liye ja raha hu
Jamane ki mujhko khabar hi nahi hai
Jamane ki mujhko khabar hi nahi hai
Teri aashiki mein jiye ja raha hu
Tera naam pal pal liye ja raha hu
Tujhe pyar itna kiye ja rahi hu
Tera naam pal pal liye ja rahi hu
Jamane ki mujhko khabar hi nahi hai
Jamane ki mujhko khabar hi nahi hai
Teri aashiki mein jiye ja rahi hu
Tera nam pal pal liye ja rahi hu
Chayi hai diwanagi, bas tera khayal hai
Chayi hai diwanagi, bas tera khayal hai
Jaisa tera hal hai, vaisa mera hal hai
Too hai meri jindagi, tujhse meri har khushi
Tujhe apni chahat diye ja raha hu
Tera naam pal pal liye ja raha hu
Tujhe pyar itna kiye ja rahi hu
Tera naam pal pal liye ja rahi hu
Jamane ki mujhko khabar hi nahi hai
Jamane ki mujhko khabar hi nahi hai
Teri aashiki mein jiye ja raha hu
Tera naam pal pal liye ja raha hu
Tere dil ne kya kaha, mere dil ne kya suna
Tere dil ne kya kaha, mere dil ne kya suna
Sari duniya bhul ke dilbar tujhko hi chuna
Mai bhi tera ho gaya, tujhame sanam kho gaya
Mohabbat ki shabnam piye ja rahi hu
Tera naam pal pal liye ja rahi hu
Tujhe pyar itna kiye ja raha hu
Tera naam pal pal liye ja raha hu
Jamane ki mujhko khabar hi nahi hai
Jamane ki mujhko khabar hi nahi hai
Teri aashiki me jiye ja raha hu
Tera naam pal pal liye ja raha hu
Tujhe pyar itna kiye ja rahi hu
Tera naam pal pal liye ja rahi hu
Jamane ki mujhko khabar hi nahi hai
Jamane ki mujhko khabar hi nahi hai.
Dekha Hai Maine To Lyrics
Dekha hai maine to
Sa sa ni sa, sa sa ni sa
Dekha hai maine to pehali bar
Deewane dilbar ki aankho meinin pyar
Dekha hai maine to pehali bar
Deewane dilbar ki aankho meinin pyar
Subah sham raat din karu intazaar,
Bekrariyo mein bhi aa gaya karar
Dekha hai maine to pehali bar
Deewane dilbar ki aankho mein pyar
Dekha hai maine to pehali bar
Deewane dilbar ki aankho meinin pyar
Subah sham raat din karu intazaar,
Bekrariyo mein bhi aa gaya karar
O dekha hai maine to toh pehali bar,
Deewane dilbar ki aankho mein pyar
Baanho mein bharke had se gujar ke,
Thahro zara main jhoom loon
Sa sa ni sa, sa sa ni sa
Kehati hai meri betabiya,
Main tere labon ko chum lu
Mere mehbub sanam ko,
Mastane iss mausam ko kya ho gaya
Kya masti layi hai
Sa sa ni sa, sa sa ni sa
Kya masti layi hai, abb ki bahar
Deewane dilbar ki aankho mein pyar
Subah sham raat din karu intazaar,
Bekrariyo mein bhi aa gaya karar
Dekha hai maine to pehali bar,
Deewane dilbar ki aankho mein pyar
O o o o
Palkon mein band kaisi haya hai,
Sajan tujhe nahi pata
Sa sa ni sa, sa sa ni sa
Aake gale se mujhko laga le,
Chhaya hai ishk kaa nasha
Kaisa hai diwaanapan,
Pyasi pyasi hai dhadkan
Mai kya karu, kya karu
Janam pe kar dunga
Sa sa ni sa, sa sa ni sa
Janam pe kar dunga main jaan nisaar
Deewane dilbar ki aankho mein pyar
Janam pe kar dunga main jaan nisaar
Deewane dilbar ki aankho mein pyar
Subah sham raat din karu intazaar,
Bekrariyo mein bhi aa gaya karar
Dekha hai maine to pehali bar,
Deewane dilbar ki aankho mein pyar
Subah sham raat din karu intazaar,
Bekrariyo mein bhi aa gaya karar
Dekha hai maine to pehali bar,
Deewane dilbar ki aankho mein pyar.
Comments
Post a Comment