Lyrics
Ek Khwaab Ne Lyrics
Ek khwaab ne
Aankhein kholi hain
Kya mod aaya hai
Kahaani mein
Woh bheeg rahi
Hai baarish mein
Aur aag lagi hai
Paani mein
Rab labbha papiya nu
Jeehna change kaam
Na change lagde
O kiven pind kajiye
Assi chol paake
Vi nange lagde
O zindagi yun gale aa
Lagi hai aa lagi hai
Koi khoya huva barson
Ke baad aa gaya
O pheeke pheeke the
Din raat mere saath mere
Chhuva tune toh jeene
Ka swaad aa gaya
Ek tarah ke awaara the
Ek tarah ki awaargi
Deewane toh pehle bhi the
Ab aur tarah ki deewaangi
Sajde bichhawan ve
O gali gali o gali
Gali o gali gali
Jis sehar vich
Mera yaar vasda
Kamaana painda ae
Oh khadke oh khadke
Ho itthe rab na koi
Udhaar labhda
Ek khwaab ne
Aankhein kholi hai
Kya mod aaya hai
Kahaani mein
Woh bheeg rahi
Hai baarish mein
Aur aag lagi hai
Paani mein
Khwabi khwabi si
Lagti hai duniya
Aankhon mein ye
Kya bhar raha hai
Marne ki aadat lagi thi
Kyu jeene ko jee kar raha hai
Pehle to begaani nagri mein
Hum ko kisi ne poochha na tha
Sara sehar jab maan gaya toh
Lagta hai kyun koi rutha na tha
Sajde bichhawan ve
O gali gali o gali gali gali gali
Jis sehar vich mera yaar vasda
Kamaana painda ae
Oh khadke oh khadke
Ho itthe rabb na
Koi udhaar labhda
O zindagi yun gale aa
Lagi hai aa lagi hai
Koi khoya huva barson
Ke baad aa gaya
Ek tarah ke awaara the
Ek tarah ki awaargi
Deewane toh pehle bhi the ab
Aur tarah ki deewangi
Sajde bichhavan ve
O gali gali o gali gali o gali gali
Jis sehar vich mera yaar vasda
Kamaana painda ae
O khadke o khadke
Ho itthe rab na
Koi udhaar labhda
Sajde bichhavan ve
O gali gali o gali
Gali o gali gali
Jis sehar vich
Mera yaar vasda
Kamaana painda ae
O khadke o khadke
Ho itthe rab na koi
Udhaar labhda.
Tere Peeche Aye Jo Bhi Lyrics
Tere peeche aye jo bhi
Tere aage aye jo bhi
Pyaar se jo lega tera naam
Tyacha nanachi taang
Jiski tu nazar mein aay
jo tujhe nazar lagaye
Kar dun usko mein
Tera gulam tyacha nanachi taang
Meri hai tu meri hai
Tu mera sapna
Churaaye mera sapna jo
Bolunga usko saare aam
Tujhe nanachi taang
Mere siwa jo tujhe
Dekh lagta bura
Ik din main tujh ko hi
Duniya se lunga chura
Aake farishte bhi
Tujhse miloon tho jaloon
Subhahon ko, shamon ko,
Raaton ko main hi miloon
Tere mere pyaar se jo
Jal raha ho jaan le woh
De raha hoon main usse paiggam
Tyacha nanachi taang
Jiski tu nazar mein aaye jo
Tujhe nazar lagaaye kar main
Tera gulam
Tyacha nanachi taang
Chuke hawaein kyun
Guzre yun tujhko bala
Takde hue tujhko kyun hai
Yeh suraj dala
Innko bhi mohabbat hui jo kahin
Ho jaayegi innse
Phir meri dushmani
Tu hai toh pasand
Meri chahatein kare jo teri
Pyaar ke jo bhejega salam
Tyacha nanachi taang
Jiski tu nazar mein aaye
Jo tujhe nazar lagaaye ka
Dun uss ko main tera gulam
Tyacha nanachi taang
Meri hai tu meri hai
Tu mera sapna
Churaaye mera sapna jo
Bolunga usko saare aam
Tujhe nanachi taang.
Comments
Post a Comment