Kuch Naa Kaho 2003 Hindi Song Lyrics

Lyrics - Kuch Naa Kaho (2003) Hindi Movie Songs. Rohan Sippy directed this feature film has Abhishek Bachchan,Aishwarya Rai,Arbaaz Khan played the lead characters.

Lyrics

Halki Halki Mulakaate Thi Lyrics

Halki halki mulakaate thi
Door door se baatein thi
Halki halki mulakaate thi
Door door se baatein thi
Dheere dheere kya ho
Gaya hai main kya kahoon
Kyun ladkhadaye dhadkan
Kyun thar tharayen tan mann
Kyun hosh mera kho
Gaya hai main kya kahoon
Kyun ladkhadaye dhadkan
Kyun thar tharayen tan mann
Kyun hosh mera kho
Gaya hai main kya kahoon
Kuch naa kaho kuch naa kaho
Kuch naa kaho kuch naa kaho

Sab mere din sab raatein
Tumhare khayalon
Mein rehte hai gham
Kehni hai tumse jo baatein
Baitho zara ab sun bhi lo tum
Kya mere khwaab hai
Kya hai meri aarzoo
Tum se yeh daastan
Kyun na kaho ru ba ru
Kuch naa kaho kuch naa kaho
Kuch naa kaho kuch naa kaho

Ho jazbaat jitne hai dil mein
Mere hi jaise hai woh bezuban
Jo tumse main kehna payi
Kehti hai woh meri khamoshiyan
Sun sako to suno woh
Jo maine kaha nahin
Sach to hai kehne ko
Ab kuch raha nahin
Kuch naa kaho kuch naa kaho
Kuch naa kaho kuch naa kaho
Halki halki mulakaate thi
Door door se baatein thi
Dheere dheere kya ho
Gaya hai main kya kahoon
Kyun ladkhadaye dhadkan
Kyun thar tharayen tan mann
Kyun hosh mera kho
Gaya hai main kya kahoon
Kuch naa kaho kuch naa kaho
Kuch naa kaho kuch naa kaho.

Singer:Sadhana Sargam , Shaan
Music:Ehsaan Noorani , Loy Mendonsa , Shankar Mahadevan

Baat Meri Suniye To Zara Lyrics

Baat meri suniye to zara
Baat meri suniye to zara
Meri baat sunke
Bataiye ke iske bare
Mein hai aap ka khayal kya
Itna kyon guroor aap mein hai
Itna aap mein hai naaz kisliye
Bataiye hai kisne
Yeh sikhaya aapko
Ke jo bhi tumko chahe
Jo bhi tum ko pyaar se
Mile usi se tum raho khafa khafa

Baat meri suniye to zara
Aise hum nahi hai lekin
Hum agar ho aise bhi to
Issmein kya hua
Kyon na ho guror humko
Kyon na hum ko naaz ho ke
Hum haseen logo ki hi
Thokaro mein hai zamana
Jisko dekhiye humara hai deewana
Hum kisi ka bhi dil tod de
Kisko aadhe raste mein chod de
To usko bhi duniya kehti hai ada
Hey hey hey aap ko jawab mil gaya
Ho ho ho kahiye kaisa aap ko laga

Baat meri suniye to zara
Aaj sunhi lijiye ke
Kya hai husn aapka
Kya hai aap ki ada
Aap ke har ek sitam
Ko humne hi ada kaha
Aur aap ki har ek ada
Ko haske humne hi saha
Humne hi to zara si baat
Ko bada ke daastan kar diya
Humne hi to husn ki zameen
Ko aasmaan kar diya hai
Duniya mein jo aap ka
Yeh husn bemisal hai
To is mein bhi hamare
Ishq ka hi to kamal hai
Agar humhi na hote
Isko kaun poochta
Aapko agar khayal hai
Aapko agar khayal hai
Ki hum husn jo mila
Hai aapne diya hai
Yani jo bhi hai kamal
Aapne kiya hai
To yeh baat saaf hai ki humko
Dekhte hi aapko nasha sa ho
Gaya hai sara hosh kho gaya hai
Warna aisi ulti sidhi behki
Behki baato ki waje hai kya

Nahin samaj mein aayi
Meri baat to nahin sahin
Jo aap apne husn
Par guror karte hai
To kariyen par na bhool jayega
Hum ne hi to khoon e dil diya
Jisse rop mein yeh
Rang aa gaya hai
Aap ka yeh husn duniya
Bhar pe cha gaya hai
Ho jadoo ban ke hum
Nigaho par cha gaye
Dilo mein jo samagaye hai
To hairat ismein kya hai
Chehra phool hot kaliyan
Aur zulfein hai andhera
Aisa jo mehak raha hai
Humne hi to aap ke in hoto
Ko gulab aur chehre ko
Kamal kaha hai hum ne hi to
Aapki nazar ko jadoo baton
Ko ghazal kaha hai hum ne hi
Zulf ko kabhi kaha hai raat
Aur kabhi ghata agar humi na
Dekhte na chahate na poochte
To patharo ke booth ko
Kaun kehta phir kudha
Baat meri suniye to zara
Chodiye bhi kehne aur
Sunne ko hai baki kya
Dekhiye main keh rahi hoon
Baat meri suniye to zara
Aap kya kahengi mujhko
Khoob hai pata
Are baat meri suniye to zara
Phir milenge agar waqt
Agar mila par baat meri.

Singer:Mahalakshmi Iyer , Shankar Mahadevan
Music:Ehsaan Noorani , Loy Mendonsa , Shankar Mahadevan

Tumhe Aaj Maine Jo Dekha Lyrics

Tumhe aaj maine jo dekha
Ho tumhe aaj maine jo dekha
Tumhe aaj maine jo dekha
Chamka hai kismat ka tara
Badli naseeb ki rekha
Tumhe aaj maine jo dekha
Tumhe aaj maine jo dekha
Chamka hai kismat ka tara
Badli naseeb ki rekha
Tumhe aaj maine jo dekha

Tum ishq mere tum khwaab mere
Tum jaan ho tum ho chaina
Tum yaar mere tum pyaar mere
Dildar mere deen raina
Tum aarzoo mein tum justajoo mein
Tum raaste mein manzil mein
Tum rooh mein ho tum saans mein ho
Tum dhadkano mein tum dil mein
Tumhe pehchano tumhi ko janu
Tumhe ko manu tumhi ko
Tumhe pehchano tumhi ko janu
Tumhe ko manu tumhi ko
Tumhe aaj maine jo dekha
Chamka hai kismat ka tara
Badli naseeb ki rekha
Tumhe aaj maine jo dekha

Tum shok mere armaan mere
Tum dost mere tum dilbar
Tum zindagi ho tum bandagi ho
Kabza tumhara mere dil par
Tum rang bhi ho tum roop bhi ho
Tum dhoop bhi ho chaya bhi
Tum menka ho tum apsara ho
Tum moh bhi ho maya bhi
Tum aise ho aaye tum aise ho chaye
Tumhe dekho main haye tumhi ko
Tum aise ho aaye tum aise ho chaye
Tumhe dekho main haye tumhi ko
Tumhe aaj maine jo dekha
Tumhe aaj maine jo dekha
Chamka hai kismat ka tara
Badli naseeb ki rekha
Tumhe aaj maine jo dekha
Tumhe aaj maine jo dekha.

Singer:Madhushree , Shankar Mahadevan , Sujata Bhattacharya
Music:Ehsaan Noorani , Loy Mendonsa , Shankar Mahadevan

Mujhe Tum Chupke Chupke Lyrics

Mujhe tum chupke chupke
Jab aise dekhti ho
Achchhi lagti ho
Kabhi zulfon se kabhi
Aanchal se jab khelti ho
Achchhi lagti ho
Mujhe dekhke jab tum yun
Thandi aahen bharte ho
Achchhe lagte ho
Mujhko jab lagtaa hai
Tum mujhpar hi marte ho
Achchhe lagte ho
Tum mein ai.. Meharbaan
Saari hain.. Khoobiyaan
Bholaapan saadagi
Dilkashi taazgi
Dilkashi tumse hai
Taazgi tumse hai
Tum hue hamnashin
Ho gayi main hasin
Rang tumse mile hain saare
Taareef jo sunke aise
Sharmaa jaati ho
Achchhi lagti ho
Kabhi hans deti ho aur
Kabhi itraa jaati ho
Achchhi lagti ho
Mujhe dekhke jab tum
Yun thandi aahen bharte ho
Achchhe lagate ho

Khoye se tum ho kyon
Soch mein gum ho kyon
Baat jo dil mein ho
Kah bhi do kah bhi do
Sochtaa hoon ki main
Kyaa pukaaroon tumhen
Dilnashin naaznin
Maahroo mahjabin
Ye sab hai naam tumhaare
Mere itne saare naam hai
Jab tum ye kahte ho
Achchhe lagate ho
Mere pyaar mein jab
Tum khoye khoye se rahte ho
Achchhe lagate ho
Mujhe tum chupke
Chupke jab aise dekhti ho
Achchhi lagti ho
Kabhi zulfon se kabhi
Aanchal se jab khelti ho
Achchhi lagti ho
Achchhe lagte ho
Achchhi lagti ho
Achchhe lagte ho
Achchhi lagti ho
Achchhe lagte ho.

Singer:Kavita Krishnamurthy , Udit Narayan
Music:Ehsaan Noorani , Loy Mendonsa , Shankar Mahadevan

We Channa We Lyrics

We channa we
Yaada teri aawe
Sene naal lage
Zindagi guzar chadni
We yaada tereya
Main sene naal lag
Durriyan durriyan
Durriyan durriyan
Durriyan durriyan
Durriyan durriyan

Kehti hai yeh hawa
Kehti hai yeh fiza
Kal koi tha yehi
Lekin ab woh nahin
Woh kahin ab aur hai
Dard ka daur hai
Kitna gehra hai ghum
Kaisa hai yeh sitam
Kehti hai yeh hawa
Kehti hai yeh fiza
Kitne hi gum saho
Utne hi chup raho
Kuch naa kaho
Kuch naa kaho
Kuch naa kaho
Kuch naa kaho

Aarzoo so gayi
Har khushi kho gayi
Sune hai raaste
Ab mere waste
Sirf ek yaad hai
Ek fariyad hai
Sirf tanhaiyan
Sirf parchaiyan
Aasoon ki nadi dil
Mein hai beh rahi
Kehti hai zindagi
Tum bhi is mein baho
Kuch naa kaho kuch naa kaho
Kuch naa kaho kuch naa kaho.

Singer:Richa Sharma , Shankar Mahadevan
Music:Ehsaan Noorani , Loy Mendonsa , Shankar Mahadevan

A B B G T P O G Lyrics

A b b g t p o g
A b b g t p o g
I p k i u p o g
A b b g t p o g
I p k i u p o g
Yeah yeah yeah yeah
A b b g t p o g
I p k i u p o g
Hum chahate jaisa jaisa
Sab waisa waisa hota
Zara socho to aisa
Hota to kaisa hota
Zara socho to aisa
Hota to kaisa hota
A b b g t p o g
I p k i u p o g
A b b g t p o g
I p k i u p o g

Monday se saturday tak
Hum roz chutti manate
Sirf sunday ko padhne hum
Apne school jate
Ooh la la ooh la la la la o
Ooh la la ooh la la la la o
Teacher uthne hi khush hote
Jitne hum late hote
Har class mein ice cream hoti
Har class mein chocolate hote
School hare sapno ke
School ke jaisa hota
Zara socho to aisa hota to
O p r a pyaare
T p o g o p r e
Pyaari u p o g
A b b g t p o g
I p k i u p o g
Hum saath school mein apne
Koi homework nahin lata
Koi bhi na ghar mein bigadta
Hum jitna shor machate
Kamre mein cricket khelte
Table par dance karte
Train hamare ghar mein aati
Plane hamare chat pe utarte
Bazaar mein sab kuch free milta
Na rupiya na paisa hota
Zara socho to aisa hota to
Haan zara socho to
Aisa hota to kaisa hota
Hum chahate jaisa jaisa
Sab waisa waisa hota
Zara socho to aisa hota to
Zara socho to aisa hota to
Zara socho to aisa
Hota to kaisa hota
Zara socho to aisa
Hota to kaisa hota.

Singer:Mahalakshmi Iyer , Udit Narayan
Music:Ehsaan Noorani , Loy Mendonsa , Shankar Mahadevan