Lyrics
Abhi Abhi Tu Ajanabi Tha Lyrics
Abhi abhi tu ajanabi tha
Abhi abhi tu ajanabi tha
Abhi abhi tu ajanabi tha
Abhi abhi mera yaar ho gaya
Ek pal mein ikraar ho gaya
Fat fat fata fat pyar ho gaya
Ek pal mein ikraar ho gaya
Fat fat fata fat pyar ho gaya
Abhi abhi main ajanabi tha
Abhi abhi main ajanabi tha
Abhi abhi main ajanabi tha
Abhi abhi tera yaar ho gaya
Ek pal mein ikraar ho gaya
Fat fat fata fat pyar ho gaya
Jaane kaise premi
Pehle itni der lagate the
Jaane kaise premi
Pehle itni der lagate the
Chori chori milte the
Aur geet milan ke gaate the
Arey aaj zamana jhat pat ka
Hai dekha bedaa paar ho gaya
Ek pal mein ikraar ho gaya
Fat fat fatafat pyar ho gaya
Ek pal mein ikraar ho gaya
Fat fat fata fat achha ho gaya
Dil se dil ka mel bhi
Ek nazar ka khel hai
Dil se dil ka mel bhi
Ek nazar ka khel hai
Kaun kehta hai mohabbat
Bebasi hai jail hai
Aaj aashiq bhi
Samajhdaar ho gaya
Ek pal mein ikraar ho gaya
Fat fat fatafat pyar ho gaya
Ek pal mein ikraar ho gaya
Fat fat fata fat achha ho gaya
Abhi abhi tu ajanabi thi
Abhi abhi tu ajanabi tha
Abhi abhi main ajanabi tha
Abhi abhi tera yaar ho gaya
Ek pal mein ikraar ho gaya
Fat fat fata fat pyar ho gaya
Ek pal mein ikraar ho gaya
Fat fat fata fat pyar ho gaya
La la la la la fat fat
Fata fat la la la.
Ek Kamre Mein Ham Tum Band Ho Gaye Lyrics
Ek kamre mein ham tum band ho gaye
Ham tum tum ham
Ham tum tum ham
Ek kamre mein ham tum band ho gaye
Pyar karne ko dono rajamand ho gaye
Pehle na dekhe the dilkash yeh pal
Yeh lamhe dil ko pasand ho gaye
Ek kamre mein ham tum band ho gaye
Pyar karne ko dono rajamand ho gaye
Tumko yahaan se main jaane na dungi
]ab aur tumko satane na dungi
Tumko yahaan se main jaane na dungi
]ab aur tumko satane na dungi
Iss raat ko jaan-e-man rok lunga
Subaha ko jaldi main aane na dunga
Pehle na dekha tha aaisa sama
Deewane ham tere sang ho gaye
Ek kamre mein ham tum band ho gaye
Pyar karne ko dono rajamand ho gaye
Dil ki tamanna hai tu mujh pe chha jaa
Tujhko bulata hai yeh ishq aaja
Dil ki tamanna hai tu mujh pe chha jaa
Tujhko bulata hai yeh ishq aaja
Madhoshiyo mein mazaa aa raha hai
Masti mein kya sochata hai tu raja
Jaadu kiya tune kya jaan-e-jaan
Yeh dekh ke ham toh dang ho gaye
Ek kamre mein ham tum band ho gaye
Pyar karne ko dono rajamand ho gaye
Pehle na dekhe the dilkash yeh pal
Yeh lamhe dil ko pasand ho gaye
Ek kamre mein ham tum band ho gaye
Pyar karne ko dono rajamand ho gaye.
Comments
Post a Comment