Aankhen 2002 Hindi Song Lyrics

Lyrics - Aankhen (2002) Hindi Movie Songs. Vipul Amrutlal Shah directed this feature film has Amitabh Bachchan,Akshay Kumar,Sushmita Sen,Arjun Rampal,Paresh Rawal,Aditya Pancholi played the lead characters.

Lyrics

Sach bahut hi ajeeb aur garib hota hai yeh sach aksar Lyrics

Sach bahut hi ajeeb aur garib hota hai yeh sach aksar
Asaamaanya adbhud kalpana se bhi zyaada vichitra hota hai yeh sach aksar
Woh sach jo hume naya lagta hai anjana sa ek jhalak dikhake chaunka deta hai jo hume
Use ajooba maan ne lagte hai hum aksar
Sach woh bhi jo alaukik hai hamari samaj ke baahar aur usi ka darr lagta hai hume aksar
Aur sach ka nakab pehne hue kuch na-mumkin kisse
Ahistha ahishta wakiye sach ban jaate hai aksar
Aisa hi ek na-mumkin kissa asamaan adbudh akalp andekha anjaana aparichit kissa
Sach hone ja raha hai ek khatarnak saazish
A dangerous game is about to begin.

Aankhen aankhen aankhen aankhen
Ajooba hi ajooba hai khel mein
Masti hi masti hai khel mein
Aankhen aankhen
Darr darr ke jeene mein kya maza
Jeete ga jis dil mein hai ada
Aankhen aankhen
Jis dil mein hai josh humnasheen
Usi ke liye mushkile bhi haseen
Jis dil mein hai josh humnasheen
Usi ke liye mushkile bhi haseen
Masti hi masti hai hai junoon

Nasron ke hatiyaar bekaar hai
Kismat badal ne ke aasaar hai
Nasron ke hatiyaar bekaar hai
Kismat badal ne ke aasaar hai
Ishaara hai ishaara hai maut ka
Aankhen aankhen
Ajooba hi ajooba hai khel mein
Masti hi masti hai khel mein
Aankhen aankhen
The game begins now.

Singer: Amitabh Bachchan, Remo Fernandes, Sonu Nigam
Music: Aadesh Shrivastava

Phatela jab sil jaayega Lyrics

Phatela jab sil jaayega
Jo chaahega mil jaayega
Tere bhi din aayenge chote
Achcha khaasa hil jaayega
Rukne ka nahi thakne ka nahi
Life mein chalte rehne ka
Are bheja kyon sarka ne ka
Sahi bolta sahi bolta
Tension kaayko lene ka
Phatela jab sil jaayega
Jo chaahega mil jaayega
Tere bhi din aayenge chote
Achcha khaasa hil jaayega
Rukne ka nahi thakne ka nahi
Life mein chalte rehne ka
Are bheja kyon sarka ne ka
Sahi bolta sahi bolta
Tension kaayko lene ka

Kehne ka hai chicken curry
Usko mangta hai pathi hari
Jab main tere dus rupiya
Pile cutting khaale bhajiya
Kehne ka hai chicken curry
Usko mangta hai pathi hari
Jab main tere dus rupiya
Pile cutting khaale bhajiya
Kismat pe rone ka nahi
Calender badalte rehne ka
Are bheja kyon sarka ne
Ka sahi bolta sahi bolta
Tension kaayko lene ka

Aaj to hai andhera kal hoga ujala
Are apni diwali hogi
Kisi aur ka hoga diwala
Kal dekh le ga paisa
Ho ga goni bahar kar
Income tax officer
To haath dhoke hi
Beeche pad jaye ga
Phatela jab sil jaayega
Jo chaahega mil jaayega
Tere bhi din aayenge chote
Achcha khaasa hil jaayega
Rukne ka nahi thakne ka nahi
Life mein chalte rehne ka
Are bheja kyon sarka ne ka
Sahi bolta sahi bolta
Tension kaayko lene ka

Phatela jab sil jaayega
Jo chaahega mil jaayega
Are bhalta hi pakda baap
Line mein aa line mein aa
Tere bhi din aayenge chote
Achcha khaasa hil jaayega
Rukne ka nahi thakne ka nahi
Life mein chalte rehne ka
Life mein chalte rehne ka
Are bheja kyon sarka ne ka
Sahi bolta sahi bolta
Tension kaayko lene ka
Sahi bolta sahi bolta
Sahi bolta sahi bolta
Sahi bolta sahi bolta.

Singer: Aadesh Shrivastava, Arun Bakshi, Nitin Raikwar
Music: Aadesh Shrivastava

Nazron ne teri jab dil ko chua Lyrics

Nazron ne teri jab dil ko chua
Nazron ne teri jab dil ko chua
Seene se gaya mera dil
Yeh deewana dil kahan hai
Nazron ne teri jab dil ko chua
Seene se gaya mera dil
Yeh deewana dil kahan hai
Tera dil hum chura le gaye
Dil ban ke hum aagaye
Tera dil hum chura
Le gaye deewane
Kya jaane tu deewangi meri
Nazron ne teri jab dil ko chua
Seene se gaya mera dil
Yeh deewana dil kahan hai

Dil to churaya tumne hamara
Is dil ka tum kya karoge
Humne bhi dekho aisa kiya jo
Phir tum bhi aahen bharoge
Dekho isse na shararat
Kaho dil ki zaroorat kaho
Dekho isse na shararat
Kaho aajao baahon
Mein chaane do yeh bekhudhi
Nazron ne teri jab dil ko chua
Seene se gaya mera dil
Yeh deewana dil kahan hai

Jab se mile tum aise khile hum
Phoolon ki neende ki udi hai
Rishta yeh kaisa saason se saasein
Dhadkan se dhadkan judi hai
Abhi milke na hoge juda
Wada yeh wada raha
Abhi milke na hoge juda
Jeena hai marna hai
Mujhe raaho mein pyaar ke
Nazron ne teri jab dil ko chua
Seene se gaya mera dil
Yeh deewana dil kahan hai
Tera dil hum chura le gaye
Dil ban ke hum aagaye
Tera dil hum chura le gaye deewan
kya jaane tu deewangi meri
Deewani kya jaane tu deewangi meri.

Singer: Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan
Music: Aadesh Shrivastava

Kuch kasme hai jawaan Lyrics

Kuch kasme hai jawaan
Kuch vaade hai haseen
Kuch kasme hai jawaan
Kuch vaade hai haseen
Kaisa hai yeh asar jaadoo
Hai dekho har kahin
Kuch dil mein pyaas hai
Aur tu bhi paas hai
Woh jhuk kar aasman lagta
Hai chume yeh zameen

Jab kahin chalte hai
Yeh pyaar ki hawa
Yeh dil wahin panchhi
Ban ke udta hai
Aur kya hota hai
Is pyaar mein bata
Yeh ishq ka toofan
Kaise thamta hai
Chaayi bekhudi yeh kaisi dilkashi
Chaahat ki har ada kitni
Dekho hai shabnami
Kuch dil mein pyaas hai

Dil hi to samje hai
Jo dil ki hai zubaan
Na samja hai na samjhega
Jahaan doob ke mohabbat
Mein kuch to paayenge
Sahil pe moti hote hain
Kahan kuch rishte hai naye
Kuch baatein ankahi
Baarish hai pyaar ki bheegegi
Aaj dil ki zameen
Kuch kasme hai jawaan
Kuch vaade hai haseen
Kaisa hai yeh asar jaadoo
Hai dekho har kahin.

Singer: Alka Yagnik, Sonu Nigam
Music: Aadesh Shrivastava

Gustakhiyan hai betabiyan hai Lyrics

Gustakhiyan hai betabiyan hai
Chaayi hai madhoshiyan
Hosh uda do sab kuch bhula do
Todo yeh khamoshiyan
Yeh dhadkan ki raftaar hai
Yeh saason ka angaar hai
Ishq sulagne do zara yeh
Chahat ka ikrar hai
Jaane jaan oh jaane jaan
Gustakhiyan hai betabiyan hai
Chaayi hai madhoshiyan

Aawara armaan hai
Yeh dil ka elaan hai ja
Tujh pe qurbaan hai jaanejaan
Aawara armaan hai
Yeh dil ka elaan hai ja
Tujh pe qurbaan hai jaanejaan
Ek hulchul si hone lagi main
Jannat mein khone lagi
Mujhko baahon mein thaam lo
Phir na rokne ka naam lo
Gustakhiyan hai betabiyan hai
Chaayi hai madhoshiyan

Deeware sab tod do
Mausam ka rok mod do
Har kashti ko chod do
Jaanejaan jaanejaan
Deeware sab tod do
Mausam ka rok mod do
Har kashti ko chod do
Jaanejaan jaanejaan
Main hoon teri aagosh mein
Kuch hosh mein kuch josh mein
Kuch sholay hai kuch hai jalan
Kuch behke behke hai kadam
Gustakhiyan hai betabiyan hai
Chaayi hai madhoshiyan
Hasti mitta do masti luta do
Chhodo bhi yeh duriyaan
Ishq sulagne do zara
Yeh chahat ka ikrar hai
Jaane jaan jaane jaan jaane
Jaan oh jaane jaan.

Singer: Aadesh Shrivastava, Vasundhara Das
Music: Aadesh Shrivastava

Chalka chalka jaam hoon mein Lyrics

Chalka chalka jaam hoon mein
Chalka chalka jaam hoon mein
Hoton pe rakh le chalakne se pehle
Chalka chalka jaam hoon mein
Hoton pe rakh le chalakne se pehle
Har nasha kar le sharabi
Behekne se pehle
Har nasha kar le sharabi
Behekne se pehle
Chalka chalka jaam hoon mein
Hoton pe rakh le chalakne se pehle
Har nasha kar le sharabi
Behekne se pehle
Har nasha kar le sharabi
Behekne se pehle

Bhale chaahe sab se chupa kar tu pi
Magar ishq mein main mila kar tu pi
Yeh ishq nasha hai yeh husn nasha hai
Yeh jaam sharabi kehne ko nasha hai
Soch le tu bhi har baat
Utar ne se pehle
Thodi si tu bhi pila de re
Utar ne se pehle

Jawani si khilti baharon se mil
Mere husn ke tu sitaaron se mil
Mein chadi zulfein bekrade kajal
Is deewani ko tu kar de pagal
Aur behkaade tu mujhko
Sambhalne se pehle
Aur behkaade tu mujhko
Sambhalne se pehle
Chalka chalka jaam hoon mein
Hoton pe rakh le chalakne se pehle
Chalka chalka jaam hoon mein
Hoton pe rakh le chalakne se pehle
Har nasha kar le sharabi
Behekne se pehle
Har nasha kar le sharabi
Behekne se pehle.

Singer: Alka Yagnik, Javed Ali
Music: Jatin Pandit, Lalit Pandit

Khel ke dil nasheen maut bhi hai haseen Lyrics

Khel ke dil nasheen maut bhi hai haseen
Hai maza har gadi ab yahaan
Kehta hai dil deewana hai dekho koyi anjaana
Jaanbaazo ko hi kehta jahan
All the best all the best
All the best all the best
Kitne yahan josh hai ab kahan hosh hai
Din-ba-din badh raha yeh junoon
Saason mein hai raftaare
Jaane main ban haare
Jaanbaazo ko hi kehta jahan
All the best all the best
All the best all the best
Baby all the best very very best

Zindagi se maut tak aakhri har daud tak
Khel khele ek naya saath hum
Jaanbaazo ko hi kehta jahan
Yeh masti ka hai aalam
Jeene marne ka kya gham
Jaanbaazo ko hi kehta jahan
All the best all the best
All the best all the best
Very very best to you
All the best all the best
All the best all the best.

Singer: Remo Fernandes
Music: Jatin Pandit, Lalit Pandit