Lyrics
Tu hi bata zindagi Lyrics
Tu hi bata zindagi
Jo bhi hua kyon hua
Khoi hai kyon har khushi
Kiski lagi bad dua
Tu hi bata zindagi
Jo bhi hua kyon hua
Khoi hai kyon har khushi
Kiski lagi bad dua
Kise kise jawab do
Bhuja bhuja yeh dil hai kyon
Kya main kahoon bikhra
Kyon sapna mera
Tu hi bata zindagi
Jo bhi hua kyon hua
Khoi hai kyon har khushi
Kiski lagi bad dua
Bheege bheege din kali raatein
Aasoon ke jaise barsatein
Bheege bheege din kali raatein
Aasoon ke jaise barsatein
Puche mujhse jo dil ki baatein
Kya main kahoon dard
Kyon dil ko mila
Tu hi bata zindagi
Jo bhi hua kyon hua
Suna suna sa hai ab yeh mann
Doobi doobi si hai ab dhadkan
Suna suna sa hai ab yeh mann
Doobi doobi si hai ab dhadkan
Jaaon kahan ab yahi hai uljhan
Kya main kahoon khoya
Kyon rasta mera
Tu hi bata zindagi
Jo bhi hua kyon hua
Khoi hai kyon har khushi
Kiski lagi bad dua
Kise kise jawab do
Bhuja bhuja yeh dil hai kyon
Kya main kahoon bikhra
Kyon sapna mera
Tu hi bata zindagi
Jo bhi hua kyon hua.
Meri zindagi mein aaye ho Lyrics
Meri zindagi mein aaye ho
Arre aise aaye ho tum
Jo ghulgaya hai saason mein
Woh geet laye ho tum
Meri zindagi mein aaye ho
Arre aise aaye ho tum
Jo ghulgaya hai saason mein
Woh geet laye ho tum
O tum hi kahon tum hi kahon
Dil jo aise gaye koi kyon na gungunaye
Meri zindagi mein aaye ho
Arre aise aaye ho tum
Jo ghulgaya hai saason mein
Woh geet laye ho tum
Tum ko paake haske gaake
Nikhri hai samri hai zindagi
Ujli sabki rangeen shaamein
Aa gayi ek nayi dilkashi
Ho maan bhi lo maan bhi lo
Raat jo hai chehki yeh fiza jo samjhaye
Meri zindagi mein
Meri zindagi mein aaye ho
Aur aise aaye ho tum
Jo ghulgaya hai saason mein
Woh geet laye ho tum
Tumse pehle dekhe kab the
Maine yeh khwaabon ke karawa
Tum jo aaye tum ho laaye
Ankahin ansuni dastan
O suno zara suno zara
Mera dil bhi hai woh kahani dohraye
Meri zindagi mein
Meri zindagi mein aaye ho
Aur aise aaye ho tum
Jo ghulgaya hai saason mein
Woh geet laye ho tum
O tum hi kahon tum hi kahon
Dil jo aise gaye koi kyon na gungunaye
Meri zindagi mein aaye ho
Arre aise aaye ho tum
Jo ghulgaya hai saason mein
Woh geet laye ho tum.
Comments
Post a Comment