Chhichhore 2019 Hindi Song Lyrics

Lyrics - Chhichhore (2019) Hindi Movie Songs. Nitesh Tiwari directed this feature film has Sushant Singh Rajput,Shraddha Kapoor,Varun Sharma,Tahir Raj Bhasin,Naveen Polishetty,Tushar Pandey,Prateik Babbar,Saharsh Kumar Shukla,Saanand Verma,Mohammad Samad played the lead characters.

Lyrics

Pratidwandi Se Haar Lyrics

Pratidwandi se haar
Sabse bada dhikkar
Naak kata kar ghar mat aana
Kehta hai pariwaar

Hmm..ho
Hmm..ho

Hum hain barkhurdaar..bebas aur lachaar
Jeevan ke sangharsh me hoga kaise beda-paar

Hmm..ho
Hmm..ho

Antarmann ki khidki khol
Jigar juta kar hall bol
Antarmann ki khidki khol
Jigar juta kar hall bol

Aas yaaron hoga apna one and only goal
Control ol ol
Control ol ol
Control
Control control!

Lobh pralobh ki har feeling
Tab tak ignore karenge
Sar ooncha karne laayak
Jab tak score na karenge

Apne character ke andar
Ka Vishwamitra jaga ke
Yaaron kass ke langot
Tapasya hum ghanghor karenge

Agar langot mein hoga hole
Phatt jayega apna dhol
Agar langot mein hoga hole
Phatt jayega apna dhol

Jaan se pyari izzat yaaron
Izzat hai anmol mol mol mol mol
Control ol ol
Control ol ol
Control ol ol
Ol ol

Singer:Amitabh Bhattacharya , Geet Sagar , Manish Tipu , Nakash Aziz , Sreerama Chandra Mynampati
Music:Pritam Chakraborty

Kal Ki Hi Baat Hai Lyrics

Kal ki hi baat hai
Kal ki hi baat hai

Baahon mein pehli baar aaya tha tu
Jinse anjaan tha
Wo saare jazbaat laaya tha tu

Muskaano mein teri lipti thi saugaate
Honthon pe khamoshi aankhon mein hazaar baatein
Viraane mein bahaar laaya tha tu
Baahon mein pehli baar aaya tha tu
Kal ki hi baat hai

Kal ki hi baat hai
Kal ki hi baat hai

Honge mere acche karam
Jinka sila yoon mila
Kaabil tere tha main nahi
Phir bhi mujhe tu mila

Honge mere acche karam
Jinka sila yoon mila
Kaabil tere tha main nahi
Phir bhi mujhe tu mila

Tere aage lagte hain bemaane sab naate
Jis tarah suraj ke tewaz mein tamaam raatein
Kahaan se itna pyaar laaya tha tu
Baahon mein pehli baar aaya tha tu
Kal ki hi baat hai

Kal ki hi baat hai
Kal ki hi baat hai

Singer:Krishnakumar Kunnath (K.K)
Music:Pritam Chakraborty

Ho Chinta Karke Kya Paayega Lyrics

Ho chinta karke kya paayega
Marne se pehle mar jaayega

O chinta karke kya paayega
Marne se pehle mar jaayega
Sun ye gaana kaam aayega
Bas khaa le pee le jee le
Kyunki zindagi hai short

Arrey re re pagle fikar not
Arrey re re pagle fikar not
Arrey re re pagle fikar not
Arrey re re pagle fikar not

Jo bhi hoga hone de
Hone de, hone de
Arrey re re pagle fikar not

Kal ki khushiyon ka mehanga
Mutual fund leke
Kisht kyon bhar raha hai
Aaj ko dand deke

Ho kal ki khushiyon ka mehanga
Mutual fund leke
Kisht kyon bhar raha hai
Aaj ko dand deke

Rabbit banke kar na sake jo
Kachhua banke kar jaayega

Ho.. rabbit banke kar na sake jo
Kachhua banke kar jaayega
Sun ye gaana kaam aayega
Bas khaane ka peene ka jeene ka
Bole toh zindagi hai short

Arrey re re pagle fikar not
Arrey re re pagle fikar not
Arrey re re pagle fikar not
Arrey re re pagle fikar not

Jo bhi hota hone de
Hone de, hone de
Arrey re re pagle fikar not.

Singer:Amit Mishra , Amitabh Bhattacharya , Antara Mitra , Dev Negi , Nakash Aziz , Sreerama Chandra Mynampati
Music:Pritam Chakraborty

Khairiyat Pucho Kabhi To Kaifiyat Pucho Lyrics

Khairiyat pucho, kabhi to kaifiyat pucho
Tumhare bin deewane ka kya haal hai
Dil mera dekho, na meri haisiyat pucho
Tere bin ek din jaise sau saal hai

Anjaam hai tay mera
Hona tumhe hai mera
Jitni bhi hon dooriyan filhaal hain
Yeh dooriyaan filhaal hain

Ho
Khairiyat pucho, kabhi to kaifiyat pucho
Tumhare bin deewane ka kya haal hai
Dil mera dekho, na meri haisiyat pucho
Tere bin ek din jaise sau saal hai

Tumhari tasveer ke sahaare mausam kayi guzaare
Mausami na samjho par ishq ko humaare
Nazron ke saamne main aata nahi tumhare
Magar rehte ho har pal manzar me tum humare

Agar ishq se hai mila
Phir dard se kya gila
Iss dard mein zindagi khush haal hai
Yeh dooriyaan filhaal hain

O
Khairiyat pucho kabhi to kaifiyat pucho
Tumhare bin deewane ka kya haal hai
Dil mera dekho, na meri haisiyat pucho
Tere bin ek din jaise sau saal hai

Anjaam hai tay mera
Hona tumhe hai mera
Jitni bhi hon dooriyan filhaal hain
Yeh dooriyaan filhaal hain.

Singer:Arijit Singh
Music:Pritam Chakraborty

Yaadon Ke Purane Album Mein Lyrics

Yaadon ke purane album mein
Chhupa ke rakkhe hain humne woh din
Hmm gullak mein padi chawanni si
Bacha ke rakkhe hain humne woh din

Naa kisi manzil ki fikar thi
Zindagi jeene ki umar thi
Dosti aur doston se udhaar ke din thhe

Woh din bhi kya din thhe
Wo o wo
Woh din bhi kya din thhe
Wo o wo
Woh din bhi kya din thhe
Wo o wo
Woh din bhi kya din thhe
Wo o wo

Bigde huve insaan thhe
Shaitan ki santaan thhe

Ho lekin brothher jo bhi kaho
Woh yaar hi toh jaan thhe
College ki kudi se
Karne aankhein chaar ke din thhe
Aaye zindagi mein pehle pehle
Pyaar ke din thhe hey

Woh din bhi kya din thhe
Wo o wo
Woh din bhi kya din thhe
Wo o wo
Woh din bhi kya din thhe
Ooo

Karna mana thhe kaam jo
Humne kiya har kaam woh
Hmm.. jinki nahi thi permission
Saare kiye intezam woh

Bedhab harqaton ke
Bhoot sar pe sawaar ke din thhe
Hadh karne ke yaaron
Aar ya phir paar ke din thhe

Woh din bhi kya din thhe
Wo o wo
Woh din bhi kya din thhe
Wo o wo

Hmm kharboojon ko kharboojon ki
Mili si sangat ke apne woh din
Jeevan pe chadhi jawaani ki
Nayi si rangat ke apne woh din

Yaad hai filmon ke puraane
R D Burman ke woh gaane
Band ke keyboard ke
Aur guitar ke din thhe

Woh din bhi kya din thhe
Wo o wo
Woh din bhi kya din thhe
Wo o wo
Woh din bhi kya din thhe
Wo o wo
Woh din bhi kya din thhe
Wo o wo

Singer:Tushar Joshi
Music:Pritam Chakraborty

Know More About this movie: Chhichhore