Indian 2001 Hindi Song Lyrics

Lyrics - Indian (2001) Hindi Movie Songs. N. Maharajan directed this feature film has Sunny Deol,Shilpa Shetty,Rahul Dev,Mukesh Rishi played the lead characters.

Lyrics

Jaana Tujhe Jaana To Jaana Maine Yeh Lyrics

Jaana tujhe jaana to jaana maine yeh
Jaana tujhe jaana to jaana maine yeh
Ay log kyon deewane ho jaate hain pyar mein
Jaana tujhe jaana to jaana maine yeh
Jaana tujhe jaana to jaana maine yeh
Log kyon deewane ho jaate hain pyar mein
Jaana tujhe jaana to jaana maine yeh

Dekh to nigahon se meri in nigahon mein
Tera bas tera ek naam likha hain
Hey mila ke nazar dekho dil mein utar kar dekho
Chahat ka meri paigaam likha hain
Suna yeh fasana to jaana maine yeh
Suna yeh fasana to jaana maine yeh
Oh log kyon deewane ho jaate hain pyar mein
Jaana tujhe jaana to jaana maine yeh

Haal raha aisa to pyar mein tumhare
Mera rab jaane kya haal hoga
Ho jo bhi taqdeer hogi raanjhe ki heer hogi
Sohni ka aashiq mahiwaal hoga
Maana maine maana aaj jaana maine yeh
Maana maine maana aaj jaana maine yeh
Oh log kyon deewane ho jaate hain pyar mein
Jaana tujhe jaana to jaana maine yeh
Oh log kyon deewane ho jaate hain pyar mein.
Jaana tujhe jaana to jaana maine yeh
Jaana tujhe jaana to jaana maine yeh
Ay log kyon deewane ho jaate hain pyar mein
Jaana tujhe jaana to jaana maine yeh
Jaana tujhe jaana to jaana maine yeh
Log kyon deewane ho jaate hain pyar mein
Jaana tujhe jaana to jaana maine yeh

Dekh to nigahon se meri in nigahon mein
Tera bas tera ek naam likha hain
Hey mila ke nazar dekho dil mein utar kar dekho
Chahat ka meri paigaam likha hain
Suna yeh fasana to jaana maine yeh
Suna yeh fasana to jaana maine yeh
Oh log kyon deewane ho jaate hain pyar mein
Jaana tujhe jaana to jaana maine yeh

Haal raha aisa to pyar mein tumhare
Mera rab jaane kya haal hoga
Ho jo bhi taqdeer hogi raanjhe ki heer hogi
Sohni ka aashiq mahiwaal hoga
Maana maine maana aaj jaana maine yeh
Maana maine maana aaj jaana maine yeh
Oh log kyon deewane ho jaate hain pyar mein
Jaana tujhe jaana to jaana maine yeh
Oh log kyon deewane ho jaate hain pyar mein.

Singer:Abhijeet Bhattacharya , Sadhana Sargam
Music:Anand Raj Anand

Yeh Pyar Hai Ek Nasha Zindagi Ka Lyrics

Yeh pyar hai ek nasha zindagi ka
Na pyar se bach saka dil kisi ka
Hona hai hona hai pyar
Kabhi to hona hai
Khona hai khona hai dil
Kabhi to khona hai
Tadapna hai tarasna hai
Aakhir pyar to karna hai
Yeh pyar hai ek nasha zindagi ka
Na pyar se bach saka dil kisi ka

Band rehkar yeh zubaan
Karti hain baatein yahan
Band rehkar yeh zubaan
Karti hain baatein yahan
Haan badi hi mushkil se
Ratein kat ti hain yahan
Band rehkar yeh zubaan
Karti hain baatein yahan
Haan badi hi mushkil se
Ratein kat ti hain yahan
Kya anjaam se darna hai
Aakhir pyaar to karna hai

Pyar mein hai mastiyaan
Mast ho jaa pyar mein
Pyar mein hai mastiyaan
Mast ho jaa pyar mein
Jo mazaa ikraar mein
Woh kahan inkaar mein
Pyar mein hai mastiyaan
Mast ho jaa pyar mein
Jo mazaa ikraar mein
Woh kahan inkaar mein
Itna kyon zazakna hain
Aakhir pyaar to karna hai

Gard bhi mil jaaye to
Hai ganwara pyar mein
Gard bhi mil jaaye to
Hai ganwara pyar mein
Ek khushi ka aasmaan
Hai itne se ikraar mein
Gard bhi mil jaaye to
Hai ganwara pyar mein
Ek khushi ka aasmaan
Hai itne se ikraar mein
Kyon phir aahe bharna
Hai aakhir pyaar to karna hai
Yeh pyar hai ek nasha zindagi ka
Na pyar se bach saka dil kisi ka
Hona hai hona hai pyar
Kabhi to hona hai
Khona hai khona hai
Dil kabhi to khona hai
Tadapna hai tarasna hai
Aakhir pyar to karna hai.

Singer:Richa Sharma , Sunidhi Chauhan
Music:Anand Raj Anand

Watan Walo Watan Na Bech Dena Lyrics

Watan walo watan na bech dena
Ke dharti yeh gagan na bech dena
Shaheedon ne jaan di hain watan ke vaaste
Shaheedon ke kafan na bech dena
Doston saathiyon hum chale
De chale apna dil apni jaan
Taake jeeta rahe apna hindustan
Hum jiye hum mare is watan ke liye
Is chaman ke liye taake khilte
Rahe gul hameshaa yahan doston saathiyon

Dosto se milo dosto ki tarah
Dushmano se milo dushmano ki tarah
Jeena kya marna kya buzdilon ki tarah
Keh raha yeh watan yeh zameen aasmaan
Maao ne apne bete diye
Naujawan soch kar aur kya
Taake jeeta rahe apna hindustan

Maatrabhoomi ka dil tu nahin todna
Desh ke dusmano ko nahin chhodna
Marna jeena tujhe is watan ke liye
Farz apna nibha de aawan ke liye
Naaz tum pe kare yeh zameen aasmaan
Dete hain yeh dua
Taake jeeta rahe apna hindustan

Desh ke naam apni jawani likhi
Yeh jawani hai kya zindagani likhi
Bas yahan tak ki hum ne kahani likhi
Ab likho iske aage ki tum daastan
Ab likho iske aage ki tum daastan
Farz kar do ada
Taake jeeta rahe apna hindustan
Doston saathiyon hum chale
De chale apna dil apni jaan
Taake jeeta rahe apna hindustan.

Singer:Roop Kumar Rathod
Music:Anand Raj Anand

Thaath Nawabi Baat Nawabi Lyrics

Thaath nawabi baat nawabi
Wah teri kya baat hai
Haiy haiy haiy haiy
Thaath nawabi baat nawabi
Wah teri kya baat hai
Chunnu ki mummy raju ki maami
Wah teri kya baat hai
Hey roothon nahin aise yaar hum se
Karo kuch pyar vyar hum se
Dil deewane ka todo na
Kisko padhaogi chehra kitabi
Thaath nawabi baat nawabi
Wah teri kya baat hai
Chunnu ki mummy raju ki maami
Wah teri kya baat hai

Oh jaane jaana maine yeh maana
Der se aana mera rog hai purana
Dekho ji peeche bilkul na aana
Main na maanungi naa naa nahi nahi naa naa
Maan jaao na jaaneman
Sab tumhara hain tan man dhan
Bin tumhare hai kya mera
Muqaddar ke taale ki tum hi ho chaavi
Thaath nawabi baat nawabi
Wah teri kya baat hai
Oy oy oy oy oy
Thaath nawabi baat nawabi
Wah teri kya baat hai

Ho tum se mohabbat kitni hain humko
Yeh jaanta hai saara zamana
Haan mujhko batao main na rahi to
Kya karoge yeh saara zamana
Main yeh maanta hoon dilbar
Chot tumko di hai dil par
Maafi maang loonga ghar par
Raste pe to na karon yeh kharabi

Au baatein karna aur ek nibhana
Theek hi to hai mera rooth jaana
Maana tadapti ho par sab samajti ho
Kitni mahan ho tum jaane jaana
Chodo chodo chodo naatak
Yun sataoge tum kab tak
Maan jaaogi na jab tak
Dekho to mausam hai kitna gulabi
Thaath nawabi baat nawabi
Wah teri kya baat hai
Haiy haiy haiy haiy
Thaath nawabi baat nawabi
Wah teri kya baat hai
Chunnu ki mummy raju ki maami
Wah teri kya baat hai
Hey roothon nahin aise yaar hum se
Karo kuch pyar vyar hum se
Dil deewane ka todo na
Kisko padhaogi chehra kitabi.

Singer:Alka Yagnik , Anand Raj Anand
Music:Anand Raj Anand

Deewana Main Na Tha Lyrics

Deewana main na tha
Deewana ban gaya
Kab kaise aur kya
Afsaana ban gaya
Na tujhe hai khabar
Na mujhe hai magar
Jaane kab kaise dil mil gaya
Deewani main ho gayi
Deewana main ho gaya
Deewani main ho gayi
Deewana main ho gaya
Deewana tu na tha
Deewana ban gaya
Kab kaise aur kya
Afsaana ban gaya

Jadoo nigahon ka teri
Mujhpe asar kar gaya hai
Jadoo nigahon ka teri
Mujhpe asar kar gaya hai
Dil deewana tumhara
Wada koi kar gaya hai
Maine maana meri
Jaan maine maana
Dil jo bola wohi kar diya
Deewani main ho gayi
Deewana main ho gaya
Deewani main ho gayi
Deewana main ho gaya
Deewana main na tha
Deewana ban gaya

Dhadkane sun rahi hai
Dhadkano ki zubaan ko
Dhadkane sun rahi hai
Dhadkano ki zubaan ko
Aisa haseen ho nazara to
Kaise na armaan jawan ho
Tere bin ek pal nahin jeena
Maine yeh faisla kar liya
Deewani main ho gayi
Deewana main ho gaya
Deewani main ho gayi
Deewana main ho gaya
Deewana main na tha
Deewana ban gaya
Kab kaise aur kya
Afsaana ban gaya
Na tujhe hai khabar
Na mujhe hai magar
Jaane kab kaise dil mil gaya
Deewani main ho gayi
Deewana main ho gaya
Deewana main ho gaya.

Singer:Alka Yagnik , Shaan
Music:Anand Raj Anand

Rab Di Kasam Rab Di Kasam Lyrics

Rab di kasam rab di kasam
Jitne hai aashiq sab di kasam
Oy rab di kasam rab di kasam
Jitne hai aashiq sab di kasam
Hona na tum juda hum
Mar jaayenge sanam
Rab di kasam rab di kasam
Jitne hai aashiq sab di kasam
Hona na tum juda hum
Mar jaayenge sanam
Rab di kasam rab di kasam
Rab di kasam

Bhool baithe hain hum sab ko
Yaad bas tum ko karte hain
Naam tera lekar hum
Jeete hain marte hain
Chhod di hum ne yeh duniya
Thaam kar tere aanchal ko
Pyaar ki raahon mein hum
Rukte hai chalte hain
Ho hum jaise shaher
Mein deewane hoge kam
Rab di kasam rab di kasam
Jitne hai aashiq sab di kasam
Haay rab di kasam rab di kasam
Jitne hai aashiq sab di kasam

Dil nahin lagta tere bin
Din guzar jaata hai lekin
Raat ko das jaati hai
Humko yeh tanhaaiya
Kuch tumhe bhi ho jaayega
Kuch humhe bhi ho jaayega
Saamne baith ke na
Lo aise angdaaiyaan
Are aage na kuch kaho
Sab jaante hain hum
Rab di kasam rab di kasam
Sab di kasam
Rab di kasam rab di kasam
Jitne hai aashiq sab di kasam
Hona na tum juda hum
Mar jaayenge sanam
Rab di kasam rab di kasam
Jitne hai aashiq sab di kasam
Rab di kasam rab di kasam
Jitne hai aashiq sab di kasam.

Singer:Alka Yagnik , Udit Narayan
Music:Anand Raj Anand