Lyrics
Bhagan Ke O OBhagan Ke Rekhan Ki Bahangiya Lyrics
Bhagan ke o o
Bhagan ke rekhan ki bahangiya
Bahangi lachkat jaaye
Bahangi lachkat jaaye
Bhagan ke rekhan ki bahangiya
Bahangi lachkat jaaye
Bahangi lachkat jaaye
Bhejo re kaahe baba
Hamka peehar se
Bitiya se banni banke
Kahan pahunchaye
Saha bhi na jaaye
Oo ka karei haaye
Kaha khaatir
Chale re kahariya
Bahangi kahan
Pahaunchaye
Bahangi kahan
Pahaunchaye
Bachpan se paale
Aisan bitiya kaahe
Bahiyan ke palna jhulaye
Khushiyan ke ras
Man mein kaahe re
Baba tune baratiya
Liyo bulwaye
Kaahe doli banbaye
Amma madwa chhawaye
Chale silwayan halai
Dheet pis pis jaaye
Bhagan ke rekhan
Ki bahangiya
Bahangi lachkat jaaye
Bahangi lachkat jaaye
Oo oo oo oo oo
Oo oo oo oo oo
Suraj sa chamkega
Mor mukut pehenega
Raaja banke chalega
Banna hamara re
Jeeja ko na poochhega
Oo oo oo oo oo ho
Arey phoopha ko na laayega
Oo oo oo oo oo ho
Mama ko lootega
Chacha khisiyaega
Behno ko thumka
Lagata laayega
Kaala peela tedha medha
Banna balati aisa laaya re
Ka karein haaye
Kahan chali jaaye
Banno sharam se
Mar mar jaye
Banno sharam se
Mar mar jaye
Bhagan ke rekhan
Ki bahangiya
Bahangi lachkat jaaye
Bahangi lachkat jaaye
Tu turururu turururu
Tu ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru
Tu turururu rurururu
Tu ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru
Sunwa sa piyar bitiya sunle
Tori nikrat hi nikre na jaal
Bitiye ke baba se na poochho re
Madwa ke koi sunhola bihan
Chale chalenge kahan
Maiyya ansuwan ki dhaar
Mummy ro ro ke hui
Jaaye hai taar taar
Bhagan ke rekhan ki bahangiya
Bahangi lachkat jaaye
Bahangi lachkat jaaye.
Aaa Aaa Lyrics
Aaa aaa
Zarra zarra jale
Zarra zarra phunke
As lahe as lahe
Rom rom tape
Woh teer si chubhti
Khoon ki bari
Jang ka ye silsila
Janm se jaari
Mere jism mein
Jaise rooh hai jaagi
Mujh mein hi jaise
Koi ho gaya hai baagi
Parinde ko udna hai
Sab saadhe nishana hai
Ye aag ka dariya
Hai doob ke jaana
Ye aag ka dariya
Hai doob ke jaana hai
Wooo wooo wooo wooo
Tere roop rang
Mein khan khan hai
Aur batiyan mein
Ras manthan hai
Tere roop rang
Mein khan khan hai
Aur batiyan mein
Ras manthan hai
Tu bharam hai
Ya ehsaas mera
Masphir honthon
Ki chhan chhan hai
Gehre gehre mein
Ho tu lakh pehron mein
Hoga jo ho tujhe paana hai
Ye aag ka dariya
Hai doob ke jaana hai
Ye aag ka dariya
Hai doob ke jaana hai
Rang se tere juda hoke
Berang hi mujhko rehna hai
Rang se tere juda hoke
Berang hi mujhko rehna hai
Pal pal palchhin man waare
Kahe ki kuchh na kehna hai
Tukdo tukdo mein
Jee main raha
Ab poora na ho
Paunga main yahan
Zarre ko baazi haan
Toofan se lagaana hai
Ye aag ka dariya
Hai doob ke jaana hai
Ye aag ka dariya
Hai doob ke jaana hai.
Comments
Post a Comment