Luck By Chance 2009 Hindi Song Lyrics

Lyrics - Luck By Chance (2009) Hindi Movie Songs. Zoya Akhtar directed this feature film has Farhan Akhtar,Konkona Sen Sharma,Alyy Khan,Rishi Kapoor, Dimple Kapadia, Juhi Chawla,Isha Sharvani,Hrithik Roshan,Sanjay Kapoor played the lead characters.

Lyrics

Bagiya Bagiya Balak Bhage Lyrics

Bagiya bagiya balak bhage
Tettli phir bhi haath na lage

Is pagle ko kaun bataye
Dhoond raha jo tu jag mein
Koi jo paaye
Maan mein hi paaye
Sapno se bhare naina
To neend hai chaina
Sapno se bhare naina
To neend hai chaina

Aise dagar koi agar
Jo apnaye
Har raah ke
Woh anat pe raste hi paaye

Dhoop ka rasta ho
Phele jalaye
Mod to aaye
Chaaau na aaye
Raahi jo chalta hai

Chalta hi jaaye
Koi nahi hai jo kahin use samjhaye
Sapno se bhare naina
To neend hai chaina
Sapno se bhare naina
To neend hai chaina
Naina re

Door se hi sagar jise har koi maane
Pani hai woh ya reth hai yeh kaun jaane
Jaise ke din se rain alag hai
Sukh hai alag hai aur chain alag hai
Per yeh jo dekhe woh nain alag hai

Chain to apna sukh hai paraye
Sapno se bhare naina
To neend hai chaina
Sapno se bhare naina
To neend hai chaina
Sapno se bhare naina
Naina naina naina re
Sapno se bhare naina
Naina naina naina re.

Singer:Shankar Mahadevan
Music:Ehsaan Noorani , Loy Mendonsa , Shankar Mahadevan

Jab Hawaien Sunati Hai Lyrics

Jab hawaien sunati hai
Tere mere pyaar ki dastaan
Sunti hai yeh fiza
Sunti hai yeh zameen
Sunta hai aasmaan

Isiliye phoolon mein
Kaliyon mein khushboo hai
Isiliye parwaton jharno mein jadao hai
Isiliye nikhrein hai
Raastein wadiyan

Ho jab hawaien sunati hai
Tere mere pyaar ki dastaan

Hoo sunti hai yeh fiza
Sunti hai yeh zameen
Sunta hai aasmaan

Sapno ka yeh mausam hai
Dil se dil ka sangam hai

Sul ge sul ge hoton par
Halki halki shabnam hai

Chalte chalte kahan aa gaye hum
Tum jo paas aaye sharma gaye hum
Khud ko khoya tumhein pa gaye hum

Ho isiliye hum bhi to karte yun preet hai
Isiliye gunjthe ansune geet hai
Isiliye to koi
Aarzoo hai jawan

Mehki si hai tanhaie
Rut hai jaise alsai
Ho dil mein lete hai armaan
Angdai par angdai

Thodi si to rakho humse duri
Kyon kahani rahe yeh adhuri
Sab to kehna nahi hai zaruri

Isiliye milke bhi milne ki pyaas hai
Isiliye pyaar ko kal ki bhi aas hai
Isiliye toh haseen
Lagti dooriyan

Jab hawaien sunati hai
Tere mere pyaar ki dastaan
Sunti hai yeh fiza
Sunti hai yeh zameen
Sunta hai aasmaan

Mmmm na na na na na na
Mmmm na na na n an a na
Isiliye nikhri hai .raaste vaadiyan.

Singer:Amit Paul , Mahalakshmi Iyer
Music:Ehsaan Noorani , Loy Mendonsa , Shankar Mahadevan

Jaag Uthe Hain Raaste Lyrics

Jaag uthe hain raaste
O raahi tere waaste
Teri zindagi tujhse har ghadi
Aur har kadam hai ye poochhti
Raahi dekh raha hai tu kya
Har har disha hai rasta
Bol tera hai kaun sa rasta
Raahi re o raahi re kisi ko nahi hai pata
Raahi re o raahi re kaha ja raha hai bata

Ek rasta kaanto ka hai
Ek rasta phool ka
Tujhpe hai kaun se tu raste ko chune
Ek rasta hai soch ka ek rasta bhool ka
Tujhpe hai tera dil ab kya kahe kya sune
Hoga tera hi ye faisla
Hai sochna ya bhoolna
Bol tera hai kaun sa rasta
Raahi re o raahi re kisi ko nahi hai pata
O raahi re o raahi re kaha ja raha hai bata

Aasaaniyaa mil sakti hain tujhko zamaane se
Par zara ye bata jeena hai kyun yun tujhe
Aazaadiyaa tu paayega khud ko hi paane se
Phir bata koi dar mehsoos ho kyun tujhe
Hoga tera hi ye faisala aasaaniyaa aazaadiyaa

Bol tera hai kaun sa rasta
Raahi re o raahi re kisi ko nahi hai pata
Raahi re o raahi re kaha ja raha hai bata
Raahi re o raahi re kisi ko nahi hai pata
Raahi re o raahi re kaha ja raha hai bata
Raahi re o raahi re kisi ko nahi hai pata
Raahi re o raahi re kaha ja raha hai bata.

Singer:Shankar Mahadevan
Music:Ehsaan Noorani , Loy Mendonsa , Shankar Mahadevan

Suraj Meri Khidki Se Jo Hai Jhankta Lyrics

Suraj meri khidki se jo hai jhankta
Kirano ko jaise mil gaya hai rasta
Hasti hui aa gai
Oh oh oho
Kamre mein jitni neend thi ud gai
Umeed jate jate vapas mud gai
Laut aai hai phir yahin
Oh oh oho

Jaane yeh sab kya hai
Jo bhi hai naya sa hai
Hirath mein dil kho gaya
Yeh aaj kya ho gaya .

Din yuhi badlane ko hai
Zindagi sawarein ko hai
Jaane kyon yeh mujhko hai laga

Lachki hai jo dil ki daali
Kaliyan ab hai khilne wali
Haule haule paas aa ke
Dheeme se gayein hawaein

Jaane yeh sab kya hai
Jo bhi hai naya sa hai
Hirath mein dil kho gaya
Yeh aaj kya ho gaya .

Sach bari bari ho rahe sab khwab hai
Panchi udan bharne ko betaab hai
Aankhon mein hai aasmaan
Oh oh oho

Resham ke jaise narmi hai har baat mein
Ujle hai din aur chandni hai raat mein
Har lamha hai mehreban
Oh oh oho

Jaane yeh sab kya hai
Jo bhi hai naya sa hai
Hirath mein dil kho gaya
Yeh aaj kya ho gaya .

Singer:Sunidhi Chauhan
Music:Ehsaan Noorani , Loy Mendonsa , Shankar Mahadevan

Main Tan Haara Main Man Haara Lyrics

Main tan haara, main man haara,
Main jaan haara, main jag haa ra
Haa honsh bhi haara, josh bhi haara
Main sab haara , honsh
Bhi haara, josh bhi haara,
Main sab haara, main ab haara,
Baa wre baawre, baa wre

Baaje dhol nagaada re,
Khaake doodh pataasa re
Aayo mulye basa re,
Dekho deek ye basa re
Ho rangeele rangeele pal hai,
Chamkeele chamkeele pal hai
Var se jhilmil karte nabh taare
Albele albele tan hai,
Lachkeele lachkeele tan hai
Koi apna dil kaise na haare
Ho main tan, haara, main man, haara,
Main jaan, haara, main jag, haara
Honsh bhi, haara, josh bhi, haara,
Main sab, haara, main ab, haara
Baawre baawre baa wre,
Baawre baawre baa wre
Ho kya dhun hai, kya taal sun le,
Karde tu kamaal sun le
Baawre baawre baa wre, baawre,
Pyaaron, saaron, haaron
Koi aag ugalta re, koi taar pe chalta re
Koi kaid wu chaale re,
Koi moj sambhaale re
Ho dekho re dekho re bhaiya,
Koi ghume ban ke pahiya
Koi upri dil taana naa maare re
Ho dekho dekho baazigar dekho,
Daaru par neeche sab dekho
Dekhe maine jo yeh khel haare,
Main tan haara, main man haara
Main jaan haara, main jag haa ra
Honsh bhi haara, josh bhi haara,
Main sab haara
Honsh bhi haara, josh bhi haara,
Main sab haara, main ab haara
Baa wre baawre, baa wre baa
Wre baawre, baa wre
Ho kya dhun hai, kya taal sun le,
Karde tu kamaal sun le
Baawre baawre baa wre, baawre,
Thaaron, mhaaron, yaaron

Ho leke rang aayi hai,
Ek tarang laayi hai, dekh shaam
Mere hontho pe hai
Aaj bas tera hi ek naam
Apni aankhon se main,
Teri aankhon ke peeta hoon jaam
Tujh pe mar jaaoon mit jaaoon,
Karna yahi ab hai kaam
Tu pyaari laagi, tu mhaari laagi,
Tu meet laagi, tu preet laagi
Tere nain katore jaise,
Dil khaaye hichkole jaise
Main tere hi gungaan gaaoon
Dil khoya ab khona kya hai,
Hona hai to hona kya hai
Beeti hai jo mujh pe kya bataaoon
Main tan haara, main man haara,
Main jaan haara, main jag haara
Honsh bhi haara, josh bhi haara,
Main sab haara
Honsh bhi haara, josh bhi haara,
Main sab haara, main ab haara
Baa wre baawre, baa wre
Baa wre baawre, baa wre
Ho kya dhun hai, kya taal sun le,
Karde tu kamaal sun le
Baawre baawre baa wre, baawre,
Thaaron, mhaaron, yaaro
Thaaron, mhaaron, yaaro.

Singer:Loy Mendonsa , Shankar Mahadevan
Music:Ehsaan Noorani , Loy Mendonsa , Shankar Mahadevan

Yeh Zindagi Bhi Lyrics

Yeh zindagi bhi
Kya kya humko dekhlati hai
Sapno ki dhundli raah mein
Yeh zindagi bhi
Humein kahan le ke aajati hai
Ek anjani si chaah mein

Jaane humko kya paana hai
Socho kya hai apni manzil
Samjhane se kab mana hai
Dekho karta zid hai yeh dil

Choo ne hai taare ise
Chahiye saare ise

Yeh zindagi bhi
Kitni baatein keh jati hai
Ek seedhi saadhi baat mein
Yeh zindagi bhi
Kyun itne khwaab sajati hai
Har suni suni raat mein

Khawabon mein koi armaan hai
Poocho dil se armaan kya hai
Muskil hai ya woh aasan hai
Sun lo dil to yeh kehta hai

Choo ne hai taare ise
Chahiye saare ise

Jo palko ke tale
Hai apne sapne leke chale
Hai kehdo woh chale sambhal ke
Na karna koi gile
Kahin jo thokar aaisi lage
Ke sapne tute aasu chalke
Jo palko ke tale
Hai apne sapne leke chale
Hai kehdo woh chale sambhal ke
Na karna koi gile
Kahin jo thokar aaisi lage
Ke sapne tute aasu chalke

Yeh zindagi bhi
Kya kya humko dekhlati hai
Sapno ki dhundli raah mein
Yeh zindagi bhi
Humein kahan le ke aajati hai
Ek anjani si chaah mein

Jaane humko kya paana hai
Socho kya hai apni manzil
Samjhane se kab mana hai
Dekho karta zid hai yeh dil

Choo ne hai taare ise
Chahiye saare ise

Jo palko ke tale
Hai apne sapne leke chale
Hai kehdo woh chale
Sambhal ke choo ne hai
Na karna koi gile
Kahin jo thokar aaisi lage
Ke sapne tute aasu chalke
Jo palko ke tale
Hai apne sapne leke chale
Hai kehdo woh chale
Sambhal ke choo ne hai
Na karna koi gile
Kahin jo thokar aaisi lage
Ke sapne tute aasu chalke.

Singer:Loy Mendonsa , Shekhar Ravjiani
Music:Ehsaan Noorani , Loy Mendonsa , Shankar Mahadevan

Know More About this movie: Luck By Chance