Road 2002 Hindi Song Lyrics

Lyrics - Road (2002) Hindi Movie Songs. Rajat Mukherjee directed this feature film has Manoj Bajpayee,Vivek Oberoi,Antara Mali played the lead characters.

Lyrics

Khullam Khulla Pyaar Kare Lyrics

Khullam khulla pyaar kare
Kare kabhi chori se
Leke tujhko saath chale
Jahan ke paar kahin pe
Khullam khulla pyaar kare
Kare kabhi chori se
Leke tujhko saath chale
Jahan ke paar kahin pe
Kabhi to hai mohabbat
Kabhi to hai lafda
Koyi yahan hai halka koyi tagda

Time time ki baat hai pyaare
Maine ragda ya to ragda
Chala karega saath mein yeh
Sab saath rahenge do dil jab tak
Sung tere kabhi sung
Mere aisi kisi aankh micholi
Nikal re bahiye sambhal le
Bahiye nikal re bahiye re
Nikal re bahiye sambhal
Le bahiye nikal re bahiye re
Khullam khulla pyaar kare
Kare kabhi chori se
Leke tujhko saath chale
Jahan ke paar kahin pe
Khullam khulla pyaar kare
Kare kabhi chori se
Leke tujhko saath chale
Jahan ke paar kahin pe
Kabhi to hai mohabbat
Kabhi to hai lafda
Koyi yahan hai halka koyi tagda

Time time ki baat hai pyaare
Maine ragda ya to ragda
Chala karega saath mein yeh
Sab saath rahenge do dil jab tak
Sung tere kabhi sung mere
Aisi kisi aankh micholi
Nikal re bahiye sambhal
Le bahiye nikal re bahiye re
Nikal re bahiye sambhal
Le bahiye nikal re bahiye re
Nehle pe dehla pad jaaye
Pade soch mein nehla
Koyi na jaane kaun aakhri
Kaun yahan pe pehla
Nehle pe dehla pad jaaye
Pade soch mein nehla
Koyi na jaane kaun aakhri
Kaun yahan pe pehla

Lage yahan jo daav kabhi
Duniya mutthi mein ho jaaye
Pitte jo mohra kismat ka to
Sab mitti mein mil jaaye
Khel pada hai ajab nirala
Thoda gadbad thoda ala
Samaj sake to samje le
Yaar jeevan jaise ek titotli
Nikal re bahiye sambhal
Le bahiye nikal re bahiye re
Nikal re bahiye sambhal
Le bahiye nikal re bahiye re

Jaan jaan kar humme ne
Jaana bus itna hi jaana
Chaar dino ka chakar
Sara kya apna begaana
Jaan jaan kar humme ne
Jaana bus itna hi jaana
Chaar dino ka chakar
Sara kya apna begaana
Khatti meethi takraare sab
Yeh to chalti rehti hai
Pyaar ki baatein lekin phir
Bhi dil me palti rehthi hai
Pyaar se hai yeh duniya pyari
Aur to jhoothi duniya daari
Sola aana baat hai sachchi
Dil pe rakhe humne toli

Nikal re bahiye sambhal
Le bahiye nikal re bahiye re
Nikal re bahiye sambhal
Le bahiye nikal re bahiye re
Khullam khulla pyaar kare
Kare kabhi chori se
Leke tujhko saath chale
Jahan ke paar kahin pe
Kabhi to hai mohabbat
Kabhi to hai lafda
Koyi yahan hai halka koyi tagda

Time time ki baat hai pyaare
Maine ragda ya to ragda
Chala karega saath mein yeh
Sab saath rahenge do dil jab tak
Sung tere kabhi sung mere
Aisi kisi aankh micholi
Nikal re bahiye sambhal
Le bahiye nikal re bahiye re
Nikal re bahiye sambhal
Le bahiye nikal re bahiye re
Nikal re bahiye sambhal
Le bahiye nikal re bahiye re
Nikal re bahiye sambhal
Le bahiye nikal re bahiye re.

Singer:Sonu Nigam , Sunidhi Chauhan
Music:Sandesh Shandilya

Raaste Raaste Kabhi Soongta Lyrics

Raaste raaste kabhi soongta
Hoon tujhe dar dar dhoondhte
Zindagi yeh kahin kharch na
Ho jaaye ghar ghar ghoomte
Kya yeh pyaar hai kya yeh pyaar hai
Haan yeh pyaar hai haan yeh pyaar hai
Raaste raaste kabhi soongti
Hoon tujhe dar dar dhoondhte
Zindagi yeh kahin kharch na
Ho jaaye ghar ghar ghoomte
Kya yeh pyaar hai kya yeh pyaar hai
Haan yeh pyaar hai haan yeh pyaar hai

Ghar pe udaas duniya naraaz
Kuch to sahi kiya hoga
Hume jo rokte hai apni umr
Mein un hone bhi to yahi kiya hoga
Yeh na karo woh na karo
Tum sab bakwas hai
Kya yeh pyaar hai
Haan yeh pyaar hai
Raaste raaste kabhi soongta
Hoon tujhe dar dar dhoondhte
Zindagi yeh kahin kharch na
Ho jaaye ghar ghar ghoomte
Kya yeh pyaar hai kya yeh pyaar hai
Haan yeh pyaar hai haan yeh pyaar hai

Woh hai bimaar hai la ilaaj
Pyaar se jo door door bhaage
Are unko jalado do unko dava
Do dekhe hume aur thoda jaage
Ho gaya jo ho gaya hum taiyyar hai
Kya yeh pyaar hai kya yeh pyaar hai
Haan yeh pyaar hai haan yeh pyaar hai
Raaste raaste kabhi soongta
Hoon tujhe dar dar dhoondhte
Zindagi yeh kahin kharch na
Ho jaaye ghar ghar ghoomte

Kya yeh pyaar hai kya yeh pyaar hai
Haan yeh pyaar hai haan yeh pyaar hai
Kya yeh pyaar hai kya yeh pyaar hai
Kya yeh pyaar hai kya yeh pyaar hai
Kya yeh pyaar hai kya yeh pyaar hai.

Singer:Sunidhi Chauhan , Vinod Rathod
Music:Sandesh Shandilya

Song Source: Raaste Raaste Kabhi Soongta

Road Ke Har Mod Pe Dekho To Gaur Se Yeh Lyrics

Road ke har mod pe dekho to gaur se yeh
Qaatil raaste milte hai chaaron aur se
Ek pal mein kya ho jaaye sab hai bekhabar
Zindagi aur maut bhi chalti hai road par
Road ke har mod pe dekho to gaur se yeh
Lambhi lambhi raat hai millo tanhayi

Jahan khatam ho raasta woh subah na aayi
Tahan gaye hai meel ke patthar road par
Chal diye to aasman jhukta hai road par
Road ke har mod pe dekho to gaur se yeh
Kuch khoya kuch paya phir paake kho diya
Jo kuch bhi hona tha ek pal mein ho gaya

June ki baarishe yeh garam hawaein
Aawaare pagal deewane sab hai road pe
Road ke har mod pe dekho to gaur se yeh
Qaatil raaste milte hai chaaron aur se
Ek pal mein kya ho jaaye sab hai bekhabar
Zindagi aur maut bhi chalti hai road par
Road ke har mod pe dekho to gaur se yeh
Road ke road ke road ke road ke.

Singer:Gary Lawyer , Tannishtha Chatterjee
Music:Sandesh Shandilya

Makhmali Yeh Badan Ki Nazakate Lyrics

Makhmali yeh badan ki nazakate
Hasin chura naa le mere dil ka chain
Yeh kahi jisne bhi banaya hai
Tujhako woh kamaal hai
Aur uss kamaal pe tu bemisaal hai
Hai akeli raat gumsum
Aur chhat ke niche ham tum
Aankho me tere kaisa khumaar ho
Naa jaaye kuchh khata dekho yaar
Bekaraar naa dikha diwaangi
Makhmali yeh badan ki nazakate hasin

Mast mast ho raha hai
Yeh raat ka safar
Dil me hulchale uthhaaye
Teri najar gulaabi gulaabi
Tere armaan jo hai diwaane
Tujhe chhod denge yu hi tere hal par
Bolo naa aisa oh eh jaane jaan
Ek bar mujhako toh aajma
Oh baate teri baate bekar
Chaahe tu karle koshish hajaar
Aayenge baato me naa yeh karle yakin
Makhmali yeh badan ki nazakate hasin

Tanhaayiyo me tanaha
Mile hain jo iss tarah
Socho naa aisa waisa kya faayda
Teri har ada ki shokhiyan bhi
Kya kahe ham toh kya farishte
Bhi naa hosh me rahe
Naa re naa hosh tu naa gawa
Kar le sabar kuchh toh zara
Han milta nahi hai dil ko karaar
Kab tak karun mai haye intejaar
Hone de dil se dil ki milaawate yahin
Harkate yeh dikhaao jaake aur kahi
Hmm Jisne bhi banaya
Hai tujhako woh kamaal hai
Aur uss kamaal pe tu bemisaal hai
Hai akeli raat gumsum
Aur chhat ke niche ham tum
Ho ho aankho me tere kaisa khumaar
Ho naa jaaye kuchh khata dekho yaar.

Singer:Sanjivani Bhelande , Sonu Nigam
Music:Sandesh Shandilya

Pehli Najar Me Darri Thi Lyrics

Pehli najar me darri thi
Dusari me bhi darr gayi re
Sisaki me jo saans bhari thi
Ishq se mujhako bhar gayi re
Dikhaaye toh woh pistol
Kiye the jisne tukde mere
Mar mar ke jiya tha
Sadmo ne dale tey gaeher
Bhar gayi usaki aankhe sun
Ke aankhe micholi ho gayi re
Thanks baabu baabu thanks
Thanks jo boli thanks toh
Baabu ko bekabu kar gayi re
Aashik tha me paiso ka
Asli nakli chehro ka
Khun bhare dabbo ka
Bhi to shero ka
Rang ka narag ka ulate
Sidhe faasalo ka
Baabu kaha hai tu woh
Woh woh le ja raha hai mujhe
Baabu nikal ja na tu chhoda na
Tu mere dil aye fasa na tu
Road par likhna
Pyaar ka afsaana re
Pehli najar me darri thi
Dusari me bhi darr gayi re
Ishq mangta me apano ka
Dushman ka sapano ka
Dushman tha mai suraj ka
Dushman tha me khushiyo ka

Na darr nahi na ghar nahi
Dukh dard ka rahi tha
Baabu kasam hai tumko
Dard tu hi hai mera mard
Tu hai jaha wahi hai
Mera sara jahaan ek
Jaan hai ham ek jaan
Kasam tujhe hai road ki
Road se na hut jaana re
Pehli najar me darri thi
Dusari me bhi darr gayi re
Sisaki me jo saans bhari thi
Ishq se mujhako bhar gayi re
Dikhaaye toh woh pistol
Kiye the jisane tukde mere
Mar mar ke jiya tha sadmo
Ne daale the gaeher
Bhar gayi usaki aankhe
Sun ke aankhe micholi ho gayi re
Thanks baabu baabu thanks
Thanks jo boli thanks toh
Baabu ko bekabu kar gayi re.

Singer:Mohit Chauhan , Sunidhi Chauhan
Music:Sandesh Shandilya