Shiva 2006 Hindi Song Lyrics

Lyrics - Shiva (2006) Hindi Movie Songs. Ram Gopal Varma directed this feature film has Mohit Ahlawat, Nisha Kothari, Dilip Prabhawalkar, Upendra Limaye, Nagesh Bhonsle, Suchitra Pillai, Shereveer Vakil played the lead characters.

Lyrics

Josh Josh Mein Aa Jaaon Lyrics

Josh josh mein aa jaaon
Hosh hosh mein aa jaaon
Himmatein hain jawaan
Maarenge haa kasam
Zulm ki bediya todenge
Zalimo ko nahin chhodenge
Himmatein hain jawaan
Maarenge maa kasam
Saare chor chor dekhenge
Ham mein kitna zor hain
Ham bhi chot maa ke rokenge
Yeh toh apana daur hain
Josh josh mein aa jaaon
Hosh hosh mein aa jaaon
Himmatein hain jawaan
Maarenge haa kasam
Zulm ki bediya todenge
Zalimo ko nahin chhodenge
Himmatein hain jawaan
Maarenge maa kasam

Desh ko bas jagana hain
Desh ko hain bachana
Punya gar jo kamana
Hain paap ko tu mita
Desh ko bas jagana hain
Desh ko hain bachana
Punya gar jo kamana
Hai paap ko tu mita
Kya hoga tauba hain tauba hain
Beimaani shaitaani
Dhoka hai dhoka hain
Kya hoga tauba hain tauba hain
Beimaani shaitaani
Dhoka hai dhoka hain
Nikhra nikhra hain aasmaan
Nikhri nikhri hain yeh zameen
Jo so gaye hain unko jagana hain
Josh josh mein aa jaaon
Hosh hosh mein aa jaaon
Himmatein hain jawaan
Maarenge haa kasam
Zulm ki bediya todenge
Zalimo ko nahin chhodenge
Himmatein hain jawaan
Maarenge maa kasam
Saare chor chor dekhenge
Ham mein kitna zor hain
Ham bhi chot maa ke rokenge
Yeh toh apana daur hain
Josh josh mein aa jaaon
Hosh hosh mein aa jaaon
Himmatein hain jawaan
Maarenge haa kasam
Zulm ki bediya todenge
Zalimo ko nahin chhodenge
Himmatein hain jawaan
Maarenge maa kasam

Daulaton ko chhupata
Hai aaisa hua zamana
De raha hain deewana
Kyon aaj ko yun hawaa
Daulaton ko chhupata
Hai aaisa hua zamana
De raha hain deewana
Kyon aaj ko yun hawaa
Anjaam kya hoga socha hain
Kya aage kya peeche dekha hain
Anjaam kya hoga socha hain
Kya aage kya peeche dekha hain
Chhotisi hain yeh zindahi
Puri karni hain har khushi
Jo so gaye hain unko jagana hain
Josh josh mein aa jaaon
Hosh hosh mein aa jaaon
Maarenge haa kasam
Zulm ki bediya todenge
Zalimo ko nahin chhodenge
Himmatein hain jawaan
Maarenge maa kasam
Saare chor chor dekhenge
Ham mein kitna zor hain
Ham bhi chot maa ke rokenge
Yeh toh apana daur hain
Josh josh mein aa jaaon
Hosh hosh mein aa jaaon
Himmatein hain jawaan
Maarenge maa kasam
Zulm ki bediya todenge
Zalimo ko nahin chhodenge
Himmatein hain jawaan
Maarenge maa kasam
Maa kasam maa kasam.

Singer:K. J. Yesudas (Kattassery Joseph Yesudas)
Music:

Dheemi Dheemi Lyrics

Dheemi dheemi
Khushboo hai tera badan
Sulge mehke pighle dehke
Kyon na behke mera mann
Sulge mehke pighle dehke
Kyon na behke mera mann
Jo chali hawa ki nasha hua
Hai sama bhi jaise dhuaan dhuaan
Tera roop hai ki ye dhoop hai
Khule baal hain ki hai badliyaan
Tu jo paas hai mujhe pyaas
Tere jism ka ehsaas hai
Tu jo paas hai mujhe pyaas
Tere jism ka ehsaas hai
Tu jo paas hai mujhe pyaas

Dheemi dheemi
Khushboo hai tera badan
Sulge mehke pighle dehke
Kyon na behke mera mann
Sulge mehke pighle dehke
Kyon na behke mera mann

Sans bhi jaise ruk si jaati hai
Tu jo paas aaye to aankh chhupati hai
Dil ki dhadkan bhi mere
Seene mein ladkhadaati hai
Ye tera tan badan kaisi hai ye agan
Thandak hai jism tu vo aag hai
Balkhaati hai jo tu lehraati hai jo tu
Lagta hai ye badan ek raag hai
Jo chali hawa ki nasha hua
Hai sama bhi jaise dhuaan dhuaan
Tera roop hai ki ye dhoop hai
Khule baal hain ki hai badliyaan
Tu jo paas hai mujhe pyaas
Tere jism ka ehsaas hai
Tu jo paas hai mujhe pyaas
Tere jism ka ehsaas hai
Tu jo paas hai mujhe pyaas

Dheemi dheemi
Khushboo hai tera badan
Sulge mehke pighle dehke
Kyon na behke mera mann
Sulge mehke pighle dehke
Kyon na behke mera mann.

Singer:Hariharan
Music:A.R. Rahman

Kaise Kahen Tumhe Kaise Kahen Lyrics

Kaise kahen tumhe kaise kahen
Bin yeh kahen ham kaise rahen
Kaise kahen tumhe kaise kahen
Bin yeh kahen ham kaise rahen
Aise kahu ya waise
Kahu bas kehna hain
I love you i love you
I love you i love you
Kaise kahen tumhe kaise kahen
Bin yeh kahen ham kaise rahen

Meri aankhon mein
Muddat se jo khoya
Teri aankhon mein
Woh sapana hain paaya
Kya kya ham kehte hain
Khwaabon mein rehte hain
Dekh loon nazdeek se
Aa tujhe zara thik se
Kya kehna hain kuchh
Sunna tu hi bata
Kaise kahen tumhe
Kaise kahen
Bin yeh kahen ham
Kaise rahen
Aise kahu ya waise
Kahu bas kehna hain
I love you i love you
I love you i love you

Socha jo maine chahat
Mein yeh socha
Dekha jo maine
Harsuto ko dekha
Kehne se darte hain
Ham tumpe marte hain
Pyar se zara pyar se
Kehna hain hamein yaar se
Kya kehna hain kya
Sunna kuch tu hi bata
Kaise kahen tumhe kaise kahen
Bin yeh kahen ham kaise rahen
Aise kahu ya waise
Kahu bas kehna hain
I love you i love you
I love you i love you
Kaise kahen tumhe kaise kahen
Kaise kahen tumhe kaise kahen.

Singer:Roop Kumar Rathod , Sadhana Sargam
Music:Ilaiyaraaja

Main Ishwar Ko Saakshi Maankar Lyrics

Main ishwar ko saakshi maankar
Yeh shapath leta hoon
Ke main sada satya bolunga
Nirbhay banunga sada
Dharm ke raaste par chalunga
Main desh ki janta ki seva karunga
Sanvidha sanraksh paalan
Ke anusaar karunga
Main police vibhaag ke
Padadhikariyon sanman karunga
Unke aadeshon ka paalan karunga
Shaitaanon ka hain yeh
Jahaan haiwaanon ki hain daastaan
Shaitaanon ka hain yeh jahaan
Haiwaanon ki hain daastaan
Zulm hai har taraf zulm hain har taraf
Yeh hawa ban gayi hain zehar
Aag se uth ta hain yeh
Dhuaan jal jaayega yeh gulsita
Haiwaanon ka hain yeh
Jahaan haiwaanon ki hain daastaan

Jaane hoga aage kya kya
Kaaton ka hain yeh raasta
Na koi roke na koi toke
Choron ka hain yeh kaafila
Tumne dekho kya diya
Tumne dekho kya diya
Tumne dekho kya liya
Tumne dekho kya kiya
Bas tabaah hi kar diya
Aag se uth ta hain yeh dhuaan
Jal jaayega yeh gulsita
Haiwaanon ka hain yeh
Jahaan haiwaanon ki hain daastaan
Main ishwar ko saakshi maankar
Yeh shapath leta hoon ke
Main sada satya bolunga
Nirbhay banunga sada
Dharm ke raaste par chalunga
Main desh ki janta ki seva karunga
Sanvidha sanraksh
Paalan ke anusaar karunga
Main police vibhaag ke
Padadhikariyon sanman karunga
Unke aadeshon ka paalan karunga

Haalat hogi kya prajaa ki
Khud lootega jo baadshaah
Kab sochoge kab pahuchoge
Raahon mein hain yeh kaarvaan
Naujawaan jaago zara
Kya bhala hain kya bura
Khud karo yeh faisalaa
Jaag jaa re jaag jaa
Aag se uth ta hai yeh dhuaan
Jal jaayega yeh gulsita
Shaitaanon ka hain yeh jahaan
Haiwaanon ki hain daastaan
Zulm hain har taraf
Zulm hain har taraf
Yeh hawa ban gayi hain zehar
Aag se uth ta hain yeh
Dhuaan jal jaayega yeh gulsita

Khud lootega jo baadshaah
Kab sochoge kab pahuchoge
Raahon mein hain yeh kaarvaan
Naujawaan jaago zara
Kya bhala hain kya bura
Khud karo yeh faisalaa
Jaag jaa re jaag jaa
Aag se uth ta hain yeh dhuaan
Jal jaayega yeh gulsita
Shaitaanon ka hain yeh jahaan
Haiwaanon ki hain daastaan
Zulm hain har taraf
Zulm hain har taraf
Yeh hawa ban gayi hain zehar
Aag se uth ta hain yeh dhuaan
Jal jaayega yeh gulsita.

Singer:Ilaiyaraaja
Music:Ilaiyaraaja

Song Source: Main Ishwar Ko Saakshi Maankar

Jaago Jeelo Jaag Jeelo Jag Jag Jaago Lyrics

Jaago jeelo jaag jeelo jag jag jaago
Jaago jeelo jaag jeelo jag jag jaago
Jag jag jag jag jaag
Jag jag jag jag jaag
Jag jag jag jag jaag
Jag jag jag jag jaag
Jag jag jag jag jag jag jag jag jaag
Jag jag jag jag jag jag jag jag jaag
Jag jag jag jag jag jag jag jag jaag
Jag jag jag jag jag jag jag jag jaag

Der se aate hain tewar dikhate
Hai karte hain panchnama
Der se aate hain tewar dikhate
Hain karte hain panchnama
Budha ho bacha ho achha ho
Luchha ho sabke liye hain mama
Topi ke neeche bada jhol
Hain na jaane kaisa double role hain
Andar bhi baahar bhi hain
Faayada chuna lagane laga kaayda
Police police chor chor police
Police police yeh hain chor police
Police police chor chor police
Police police yeh hain chor police
Der se aate hain tewar dikhate
Hain karte hain panchnama
Budha ho bacha ho achha ho
Luchha ho sabke liye hain mama

Yeh jo desh hain apana hain
Yeh kyon bhule ho tum
Paison ki hawa se jhulna
Chhodo chhodo re tum
Yeh jo desh hain apana hain
Yeh kyon bhule ho tum
Paison ki hawa se jhulna
Chhodo chhodo re tum
Vardi imaan ko karte hain salaam
Vardi imaan ko karte hain salaam
Andar vardi ke yeh kaun hain shaitaan
Lootne ki kaise seekhi yeh kala
Kyon kata hamesha
Begunaahon ka gala
Roz deewali hain muh pe gaali hain
Gunde mawaali baja rahe taali hain
Der se der se aate hain tewar
Dikhate hain karte hain panchnama
Budha ho bacha ho achha ho
Luchha ho sabke liye hain mama

Dhishum dhishum maarte hain
Gussa utaarte hain
Poochte hain kya hain pata
Hamko pata tumko kuchh bhi
Nahi hain pata phir kuchh toh bata
Dhishum dhishum maarte hain
Gussa utaarte hain
Poochte hain kya hain pata
Hamko pata tumko kuchh bhi
Nahi hai pata phir kuchh toh bata
Khaali yeh filen bharni hogi
Khaali yeh filen bharni hogi
Jhooti enquiry karni hogi
Hamse bada boss udhar hai khada
Kaise kahenge ek star aur badha
Desh ka khana dakaar na lena
Desh ka khana dakaar na lena
Jo bhi mila jaake
Haath uspe dho liya
Inse dosti na na
Inse dosti nako
Inse dusmani nako
Inse sirf door rehna
Aankhon ke andhen hain
Sab ke sab gande hain
Mushkil inhen hain samajhna hain
Topi ke neeche bada jhol hain
Na jaane kaisa double role hain
Andar bhi baahar bhi hain
Faayada chuna lagane laga kaayda
Police police chor chor police
Police police yeh hai chor police
Police police chor chor police
Police police yeh hai chor police.

Singer:Ninad Kamat , Shweta Pandit
Music:Ilaiyaraaja

Saara Yeh Aalam Nooraani Hain Lyrics

Saara yeh aalam nooraani hain
Saara yeh aalam nooraani hain
Berang the rang se chha gaye
Berang the rang se chha gaye
The ham kahaan
Yeh kahaan aa gaye
Jaane man mera jaanam
Phoolon sa kaliyan sa
Saara yeh aalam nooraani hain
Saara yeh aalam nooraani hain

Ab yeh duniya duniya
Hain meri duniya
Ab yeh khushiya
Khushiya hain meri khushiya
Ab yeh duniya duniya
Hain meri duniya
Ab yeh khushiya khushiya
Hain meri khushiya
Surat surat murat
Murat kaise yeh khilne lagi
Deepak deepak aurat aurat
Mandir mein sajane lagi
Milne lage hain yeh
Donon jism o jaan
Dekho zameen pe
Zuka hain aasmaan
Maane na maane
Jaane na jaane
Na jaane na jaane
Na jaane na jaane
Saara yeh aalam
Nooraani hain
Saara yeh aalam
Nooraani hain

Pyasi pyasi pyasi pyasi
Kal kal behti nadiyan
Har premi ki pyas
Bujhati nadiyan
Pyasi pyasi kal
Kal behti nadiyan
Har premi ki pyas
Bujhati nadiyan
Thumak thumak jhanak
Jhanak pariyon ki payal baji
Raunak raunak kaisi hain
Raunak phoolon ki mehfil saji
Ho ab toh aisa sama
Phir na hoga yun jawaan
Donon jahaan aa
Gaye hain lo yahaan
Maane na maane
Jaane na jaane
Na jaane na jaane
Na jaane na jaane
Saara yeh aalam nooraani hain
Saara yeh aalam nooraani hain
Berang the rang se chha gaye
The ham kahaan the ham
Kahaan yeh kahaan aa gaye
Jaane man mera jaanam
Phoolon sa kaliyan sa
Saara yeh aalam nooraani hain
Saara yeh aalam nooraani hain.

Singer:Shreya Ghoshal
Music:Ilaiyaraaja , Roop Kumar Rathod

Know More About this movie: Shiva